Khawateen special Post No➛ 01 - Islamic Msg Official

Ads 720 x 90

Responsive Ads Here

Post Top Ad

Your Ad Spot

Friday, May 3, 2019

Khawateen special Post No➛ 01

🏵 *••💗═༻﷽༺═💗••* 🏵


    ┌┅┄┅✽•••❀❀❀•••✽┅┄┅┐     
   *✽••Khawateen special••✽*
    └┅┄┅✽•••❀❀❀•••✽┅┄┅┘

            *❀  Post No➛ 01 ❀*
           •─────💗💗─────•
     
        *⊙ ZAKAAT-SADQAAT ⊙* ┗═════════════════✿

*┱✿ Aurto’n Ko Zakaat V Sadqa Ka Khusoosi Hukm,*

┱ Hazrat Abdullah bin Masowd Raziyallahu Anhu Ki Bivi Hazrat Zenab Raziyallahu Anha ka bayan hai k Nabi Kareem Sallallahu Alaihivasallam ne masturaat ko khitaab farmate hue nasihat farmayi k ,
“__ Ey Aurto’n ! Sadqa do agarche apne zever hi se ho Kyunki Qayamat ke Roz Aksar Ahle dozakh tumhi hongi _,”
ReF✿┅╮

*Mishkaat- 160 Ba hawala Tirmizi*

*┱✿ Tashreeh_*

┱Rasoole Kareem Sallallahu Alaihivasallam Kabhi Kabhi Khawateen ko bhi ijtimayi khitaab farmate they, ek moqe per ye baat irshad farmayi , Yani Aurto’n ko Sadqa karne ka hukm farmaya aur saath hi Sadqa ka fayda bhi bataya k Sadqa ko Dozakh se bachane mai bada dakhal hai ,
┱ Chunki Aurto’n se bhi bade bade gunaah sarzad hote rehte hai’n aur bade bade gunaah mai mubtila rehti hai’n ,isliye dozakh se bachne Ki tadbeer batayi k Sadqa diya karo ,agar alag se maal na ho to zever hi mai se do ,
┱ Qur’an v Hadees mai lafze Sadqa Farz Zakaat ke liye bhi istemal hua hai aur Nifli Sadqa ke liye bhi bola gaya hai , is Hadees se Sadqa e Farz Yani Zakaat aur Sadqa e Nifl Yani Khair Khairaat dono muraad ho sakte hai’n,

✿❀✿❀✿❀✿❀✿❀✿❀✿❀✿❀✿
    ✭         
 ✭
╔┅┅┐
▣      ⚀⊙:➻┐       
👥→ *_ғσʟʟσɯ αɳd ғσʀɯαʀd_*
    ☆

https://chat.whatsapp.com/Cy5IGUfrPXhGJqvgPqNENL

https://t.me/Islamicmsg1

No comments:

Post a Comment

Post Top Ad

Your Ad Spot