Janaza uthane ka tariqa Janaza k charo paye ko 4 afrad ka uthana masnun he. -(badayea :2/42) Aage sirf ek aadmi or piche b ek hi aadmi ho, is tarah mahaz 2 aadmiyo ka janaza uthana makruh he, Chunke usme janaza k girne ka andesha he, albatta zarurat ke waqt jaiz he. -(badayea :2 /42, hindiyah :1/162) Charo taraf kandha dena sunnat he, pehle janaza k agle dahne paye ko kandha de, Phir piche k daye (right) ko kandha de, phir agle baye kandhe or uske baad pichle baye ko kandha de. -(بدائع 2/43) Har chahar(4) janib kandha dete waqt
The post Janaza uthane or usme shirkat ke kuch masail appeared first on Fatawa Section.