Masla Qurbani (Part-07) - Islamic Msg Official

Ads 720 x 90

Responsive Ads Here

Post Top Ad

Your Ad Spot

Thursday, August 8, 2019

Masla Qurbani (Part-07)

*🌟Bismillahirrahmanirrahim🌟​​​​​​​*
〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰
      *🌺 Masaail e Qurbaani 🌺​​​​​​*
  
           *📣 Masala no. 7 📣*

*​​​📜 Sawal :* Qurbani ka Waqt kab se Shuru hota hai ?

*​✅ Jawab :* Qurbani ka Asal Waqt 10 Zilhaj ki Subah Sadiq se shuru hokar 12 Zilhaj ke Suraj ke Gurub hone tak rehta he.

Albatta Jahan Eid ki Namaz hoti he (jese Sheher, Bada Gao) waha Eid ki Namaz ke baad Qurbani Sahih hogi (us se pehle nahi) Aur Jaha Eid ki Namaz na hoti ho jese Dihat, Chhota Gao waha Subah Sadiq ke baad Qurbani Sahih he..

_📝 Maulana Ibrahim Alyani Sb..​_

*​📲Download App:​​* goo.gl/wqABfs
❁〰〰〰〰〰〰〰〰〰❁



No comments:

Post a Comment

Post Top Ad

Your Ad Spot