*❀🎍﷽ 🎍❀*
✅ *VAZU_DURUST_KIJIYE* ✅
▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔
*☞ _Vazu Ke Lafzi v Shara’i Ma’ani aur Fazilat*_
✧ *:・゚✦✬✦*:・゚✧
▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔
*☞ _Vazu Ke Lafzi v Shara’i Ma’ani aur Fazilat*_
✧ *:・゚✦✬✦*:・゚✧
❉ Vazu Ke Lafzi Ma’ani ” Safaai Suthraai ” ke hai ,aur Shari’at Ki Zubaan mai Chehra ,Dono Haath aur Dono Paanv dhone aur Chothaai Sar ke masah karne ko Vazu kehte hai’n ,
*☞ Gunaaho Ki Maafi _*
❉ Hazrat Usman Gani Raziyallahu Anhu se Rivayat hai k Rasulullah Sallallahu Alaihivasallam ne farmaya :-
⇏Jis Shakhs ne Vazu kiya aur Khoob achchhi tarah Vazu kiya to uske Jism se Saare Gunaah nikal jayenge yaha’n tak k uske nakhoono ke niche se bhi _”
⇏Jis Shakhs ne Vazu kiya aur Khoob achchhi tarah Vazu kiya to uske Jism se Saare Gunaah nikal jayenge yaha’n tak k uske nakhoono ke niche se bhi _”
*❥═┄ ʀεғεʀεηcε*
*📚 Sahih Bukhari v Muslim_*
*📚 Sahih Bukhari v Muslim_*
*⇏Tashreeh _* Matlab ye hai k Jo Shakhs Nabi Kareem Sallallahu Alaihivasallam Ki taleem v Hidayat ke mutabiq, Adaab v Sunan ke ahatmaam ke saath Pakeezgi haasil karne ke liye Achchhi tarah Vazu karega to usse sirf a’aza e Vazu Ki mail kuchel aur baatini napaaki hi door nahi hogi balki WO Shakhs Gunaaho se bhi Paak Saaf ho jayega ,
*❥═┄ ʀεғεʀεηcε*
*📚 _Ma’arful Hadees _*
*📚 _Ma’arful Hadees _*
▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔
*✅ वज़ू दुरुस्त कीजिए ✅*
*✅ वज़ू दुरुस्त कीजिए ✅*
*☞वज़ू के लफज़ी व शरई मानी और फ़ज़ीलत*
❉_वज़ू के लफ़ज़ी मानी "सफाई सुथराई" के है,और शरीयत की ज़ुबान में चेहरा,दोनो हाथ और दोनों पांव धोने और चौथाई सर के मसह करने को वज़ू कहते है,
*☞गुनाहों की माफी*
❉_हज़रत उस्मान गनी रज़ियल्लाहु अन्हु से मरवी है कि रसूलुल्लाह सल्लल्लाहु अलैहि वसल्लम ने फरमाया:-
जिस शख्स ने वज़ू किया और खूब अच्छी तरह वज़ू किया तो उसके जिस्म से सारे गुनाह निकल जाएंगे यहां तक कि उसके नाखूनों के नीचे से भी
जिस शख्स ने वज़ू किया और खूब अच्छी तरह वज़ू किया तो उसके जिस्म से सारे गुनाह निकल जाएंगे यहां तक कि उसके नाखूनों के नीचे से भी
*📚सहीह बुखारी व मुस्लिम*
*❉_तशरीह_,*_मतलब ये है कि जो शख्स नबी करीम सल्लल्लाहु अलैहि वसल्लम की तालीम व हिदायत के मुताबिक ,आदाब व सुनन के एहतेमाम के साथ पाकीज़गी हासिल करने के लिए अच्छि तरह वज़ू करेगा तो उससे सिर्फ आज़ा ए वज़ू की मैल कुचेल और बातिनी नापाकी ही दूर नही होगी बल्कि वो शख्स गुनाहों से भी पाक साफ हो जाएगा,
*❥═┄ हवाला_*
*📚 _मा'रफुल हदीस__*
*📚 _मा'रफुल हदीस__*
▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔
*☞ _A’aza E Vazu Ki Nooraniyat _*
*☞ _A’aza E Vazu Ki Nooraniyat _*
✧ *:・゚✦✬✦*:・゚✧
❉ Hazrat Abu Huraira Raziyallahu Anhu se Rivayat hai k Rasoole Akram Sallallahu Alaihivasallam ne farmaya :-
⇏ Mere Ummati qayamat ke Din bulaye jayenge to Vazu ke Asar se unke Chehre aur Haath Paanv Roshan aur munavvar honge ,
⇏ Mere Ummati qayamat ke Din bulaye jayenge to Vazu ke Asar se unke Chehre aur Haath Paanv Roshan aur munavvar honge ,
*❉ Tashreeh _*⇏Durust Vazu ka Asar is Duniya mai to ye hota hai k Chehre aur Haath Paanv Ki safaai aur Dhulaai ho jati hai aur Jism Gunaaho se paak ho jata hai aur Khasaane Haq ko ek khaas qism Ki roohani nishaat v inbisaat Ki kaifiyat haasil hoti hai,
⇏Lekin Jesa k Nabi Kareem Sallallahu Alaihivasallam ne is Hadees mai farmaya hai , Qayamat mai Vazu ka ek ajeeb v gareeb asar ye bhi zaahir hoga k Vazu karne wale Aap Sallallahu Alaihivasallam ke Ummatiyo ke Chehre aur Haath Paanv Khoob Roshan aur tabaan honge aur ye unka imtiyazi shaan hoga ,
⇏Fir Jiska Vazu jitna kaamil v mukammal hoga uski ye nooraniyat aur tabaani bhi usi darje Ki hogi , Jiski Soorat yahi hai k Vazu Hamesha Dhyaan aur Ahatmaam ke saath mukammal kare aur jumla Adaab aur Sunnato Ki poori pabandi kare ,
*❥═┄ ʀεғεʀεηcε*
*📚 _Ma’arful Hadees _*
▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔
*✅ वज़ू दुरुस्त कीजिए ✅*
*📚 _Ma’arful Hadees _*
▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔
*✅ वज़ू दुरुस्त कीजिए ✅*
*☞ आज़ा ए वज़ू की नुरानीयत_*
❉_हज़रत अबू हुरैरह रज़ियल्लाहु अन्हु से रिवायत है कि रसूले अकरम सल्लल्लाहु अलैहि वसल्लम ने फरमाया:-
मेरे उम्मती क़यामत के दिन बुलाए जाएंगे तो वज़ू के असर से उनके चेहरे और हाथ पांव रोशन और मुनव्वर होंगे,
मेरे उम्मती क़यामत के दिन बुलाए जाएंगे तो वज़ू के असर से उनके चेहरे और हाथ पांव रोशन और मुनव्वर होंगे,
*❉_तशरीह*_दुरुस्त वज़ू का असर इस दुनिया में तो ये होता है की चेहरे और हाथ पांव की सफाई और धुलाई हो जाती है और जिस्म गुनाहों से पाक हो जाता है और ख़ासाने हक़ को एक खास किस्म की रूहानी निशात व इंबिसात की कैफियत हासिल होती है,
❉_लेकिन जैसा कि नबी करीम सल्लल्लाहु अलैहि वसल्लम ने इस हदीस में फरमाया है,क़यामत में वज़ू का एक अजीब व गरीब असर ये भी ज़ाहिर होगा कि वज़ू करने वाले आप सल्लल्लाहु अलैहि वसल्लम के उम्मतियों के चेहरे और हाथ पांव खूब रोशन और ताबान होंगे और ये उनका इम्तियज़ी शान होगा,
❉-फिर जिसका वज़ू जितना क़ामिल व मुकम्मल होगा उसकी ये नुरानियत और ताबानी भी उसी दर्जे की होगी,जिसकी सूरत यही है कि वज़ू हमेशा ध्यान और एहतेमाम के साथ मुकम्मल करे और जुमला आदाब और सुन्नत की पूरी पाबंदी करे,
*❥═┄ हवाला_*
*📚 _मा'रफुल हदीस__*
*📚 _मा'रफुल हदीस__*
▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔
*☞_*Vazu Ke Fara’iz _*
*☞_*Vazu Ke Fara’iz _*
✧ *:・゚✦✬✦*:・゚✧
❉_ Vazu mai Chaar (4) Cheeze Farz Hai’n :–
⇏1 :- Ek Martaba Saara Moonh Dhona,
⇏2 :- Ek Martaba Kohniyo’n Samet Dono Haath Dhona ,
⇏3 :- Ek Baar Chothaai Sar Ka Masah Karna ,
⇏4 :- Ek Ek martaba Takhno Samet Dono Paanv Dhona ,
*❥═┄ ʀεғεʀεηcε*
*📚 _Ma’idah – Sajar ,1/9* _
▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔
*✅ वज़ू दुरुस्त कीजिए ✅*
*❥═┄ ʀεғεʀεηcε*
*📚 _Ma’idah – Sajar ,1/9* _
▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔
*✅ वज़ू दुरुस्त कीजिए ✅*
*☞ वज़ू के फ़राइज़_*
❉_वज़ू में 4 चीजें फ़र्ज़ है:-
1:-एक मर्तबा सारा मुंह धोना,
2:-एक मर्तबा कोहनियों समेत दोनो हाथ धोना,
3:-एक बार चौथाई सर का मसह करना,
4:-एक एक मर्तबा टखनों समेत दोनो पांव धोना_
*❥═┄ हवाला_*
*📚*मैदाह सजर1/9*_ ___*
*📚*मैदाह सजर1/9*_ ___*
▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔
*☞ _*Vazu Ki Sunnate :- *
*☞ _*Vazu Ki Sunnate :- *
✧ *:・゚✦✬✦*:・゚✧
❉ Vazu mai Sunnate Mo’akada 15 hai’n :-
⇏1:- Vazu Ki Niyat Karna ,
*📚 Durre Mukhtaar ,1/72*
*📚 Durre Mukhtaar ,1/72*
*❉ Tashreeh ,*⇏Yani Vazu Shuru karne se Pehle Dil mai Sawab aur Allah Ta’ala Ki Khushnoodi v Raza Haasil Karne ka iraada kare , Sirf Haath moonh Saaf karne Ki niyat na ho ,
⇏Niyat Ke Alfaz Ye hai’n :-
“__Ey Allah ! Mai’n Aapki Raza ke liye Vazu karta hu’n ,
⇏Niyat Ke Alfaz Ye hai’n :-
“__Ey Allah ! Mai’n Aapki Raza ke liye Vazu karta hu’n ,
❉ 2 :- Bismillaah Kehna ,
*📚 Durre Mukhtaar , 1/74*
*📚 Durre Mukhtaar , 1/74*
*❉ Tashreeh :-*⇏” Bismillaahir rahmaanir Raheem “Padh kar vazu Shuru kare ,
❉ Baaz Rivayaat mai Ye Dua bhi manqool hai ,
*”Bismillaahil Azeemi Walhamdulillaahi Alaa Deenil islaami ,”*
Padh kar Vazu Shuru kare ,
❉ 3:- Dono Haatho ko Gatto tak Dhona ,
*📚 Durre Mukhtaar ,1/75*
⇏4 :- Miswaak Karna ,
*📚 _Durre Mukhtaar, 1/77*_
▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔
*✅ वज़ू दुरुस्त कीजिए ✅*
*✅ वज़ू दुरुस्त कीजिए ✅*
*☞ _वज़ू की सुन्नतें*
❉_वज़ू में सुन्नते मुअक्किदा 15 हैं :-
1-वज़ू की नीयत करना,
*📚_दर्रे मुख्तार ,1/72,*
*❉_तशरीह_* _यानी वज़ू शुरू करने से पहले दिल मे सवाब और अल्लाह ताला की ख़ुशनूदी व रज़ा हासिल करने का इरादा करे,सिर्फ हाथ मूंह साफ करने की नीयत न हो ,
"_नियत के अल्फ़ाज़ ये हैं:- ऐ अल्लाह! मैं आपकी रज़ा के लिए वज़ू करता हुं,
2:-बिस्मिल्लाह कहना,
*📚_दर्रे मुख्तार,1/74,*
*❉_तशरीह*_बिस्मिल्लाहिर्रहमा निर्रहीम पढ़ कर वज़ू करे,
❉_बाज़ रिवायत में ये दुआ भी मंक़ूल है,
*बिस्मिल्लाहिल अज़ीमी वलहम्दुलिल्लाहि अला दीनिल इस्लामी*
पढ़ कर वज़ू शुरू करे,
3:-दोनो हाथों को गट्टों तक धोना,
4:-मिस्वाक करना
*📚 दुर्रे मुख्तार,१/७७,*
▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔
☞ _*Miswaak Karne Ka Tareeqa,*
▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔
☞ _*Miswaak Karne Ka Tareeqa,*
✧ *:・゚✦✬✦*:・゚✧
❉ Miswaak karne ka tareeqa ye hai k Miswaak dahine Haath mai is tarah le k Miswaak ke ek sire ke qareeb Angutha aur Doosre sire ke aur mutthi baandh kar pakde ,
❉ Pehle ouper ke daanto Ki lambaai mai dahini taraf Miswaak kare , Fir baayi taraf , isi tarah fir niche ke daanto mai kare ,
“__Daanto Ki chodaai mai Miswaak na kare ,
❉ Aur ek baar Miswaak karne ke baad Miswaak ko moonh se nikaal kar nichode aur fir paani se bhigo kar kare ,isi tarah teen baar kare ,
“__Daanto Ki chodaai mai Miswaak na kare ,
❉ Aur ek baar Miswaak karne ke baad Miswaak ko moonh se nikaal kar nichode aur fir paani se bhigo kar kare ,isi tarah teen baar kare ,
❉ iske baad Miswaak ko dho kar diwaar vagera se khadi kar ke rakh de , Zameen per wese hi na rakhe ,
☞ _*Miswaak Ki Qism aur Lambaai ,*
❉ Miswaak esi khusk aur sakht lakdi Ki nahi honi chahiye k Jo Daanto ko nuqsaan pahunchaye aur na esi tar aur naram k mail ko saaf na kar sake balki darmiyani darje Ki honi chahiye , na bahut naram na bahut sakht ,
❉ Zehreele darakht Ki bhi nahi honi chahiye , Peelu , Zetoon ya Neem ya Kisi kadwe darakht Ki ho to behtar hai ,
❉ Zehreele darakht Ki bhi nahi honi chahiye , Peelu , Zetoon ya Neem ya Kisi kadwe darakht Ki ho to behtar hai ,
*⇏ Miswaak Ki Lambaai ,*
❉ Lambaai mai ek baalisht honi chahiye , istemal mai tarashte tarashte agar kam ho jaye to kuchh muzayqa nahi ,
❉ Aur jab pakadne ke qabil na rahe to badal leni chahiye ,
❉ Aur motaai mai ungli se zyada nahi honi chahiye aur Sidhi honi chahiye, girah daar na ho ,
“__Agar Miswaak na ho to Kapde ya Ungli se Miswaak ka kaam lena chahiye ,
*❥═┄ ʀεғεʀεηcε*
*📚 _Durre Mukhtaar , 1/78,* _
▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔
❉ Lambaai mai ek baalisht honi chahiye , istemal mai tarashte tarashte agar kam ho jaye to kuchh muzayqa nahi ,
❉ Aur jab pakadne ke qabil na rahe to badal leni chahiye ,
❉ Aur motaai mai ungli se zyada nahi honi chahiye aur Sidhi honi chahiye, girah daar na ho ,
“__Agar Miswaak na ho to Kapde ya Ungli se Miswaak ka kaam lena chahiye ,
*❥═┄ ʀεғεʀεηcε*
*📚 _Durre Mukhtaar , 1/78,* _
▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔
*✅ वज़ू दुरुस्त कीजिए ✅*
*☞ मिस्वाक करने का तरीका़_,*
★_मिस्वाक करने का तरीक़ा ये है कि मिस्वाक दाहिने हाथ मे इस तरह ले कि मिस्वाक के एक सिरे के क़रीब अंगूठा और दूसरे सिरे के और मुट्ठी बांध कर पकड़े,
★_पहले ऊपर के दांतों की लंबाई में दाहिनी तरफ मिस्वाक करे, फिर बाई तरफ ,इसी तरह फिर नीचे के दांतों में करे, दांतो की चौड़ाई में मिस्वाक न करे,
★_और एक बार मिस्वाक करने के बाद मिस्वाक को मुंह से निकाल कर निचोड़े और फिर पानी से भिगो कर करे,इसी
तरह तीन बार करे,
तरह तीन बार करे,
★_इसके बाद मिस्वाक को धो कर दीवार वगैरह से खड़ी कर के रख दे,ज़मीन पर वैसे ही न रखे,
*☞मिस्वाक की किस्म और लंबाई_,*
★_मिस्वाक ऐसी खुश्क़ और सख्त लकड़ी की नही होनी चाहिए कि जो दांतो को नुकसान पहुंचाए और न ऐसी तर और नरम के मैल को साफ न कर सके बल्कि दरमियानी दर्जे़ की होनी चाहिए,न बहुत नरम और न बहुत सख्त,
★_ज़हरीली दरख़्त की भी नही होनी चाहिए,पीलू ,ज़ैतून,या नीम या किसी कड़वे दरख़्त की हो तो बेहतर है,
*☞मिस्वाक की लंबाई_,*
★_लंबाई में एक बालिश्त की होनी चाहिए,इस्तेमाल में तराशते तराशते कुछ कम हो जाये तो कुछ मुज़ाएका़ नही, और जब पकड़ने के काबिल न रहे तो बदल लेनी चाहिए ,
★_और मोटाई में उंगली से ज़्यादा नही होनी चाहिए और सीधी होनी चाहिए , गिरहदर न हो,
"_अगर मिस्वाक न हो तो कपड़े या उंगली से मिस्वाक का काम लेना चाहिए,_
*❥═┄ हवाला_*
*📚 _दुर्रे मुख्तार-१/७८__*
*📚 _दुर्रे मुख्तार-१/७८__*
▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔
☞ _*Vazu Ki Sunnate:- 5-9 (15) ,*
☞ _*Vazu Ki Sunnate:- 5-9 (15) ,*
✧ *:・゚✦✬✦*:・゚✧
❉ 5- Kulli Karna ,
❉ 5- Kulli Karna ,
*⇏Tashreeh _*_ Kulli teen baar kare Lekin Paani har baar hona chahiye aur moonh bhar kar hona chahiye aur Kulli mai is qadar mubalga karna chahiye k Paani halaq ke qareeb tak pahunch jaye , Ba sharte k Rozadaar na ho , Agar Rozadaar ho to is qadar mublaga na karna chahiye,
❉ 6:- Naak mai Paani Daalna,
*⇏Tashreeh _*_ Naak mai Teen baar Paani Lena chahiye aur har baar naya paani hona chahiye aur is qadar mubalga kiya jaye k Paani nathno Ki jad tak pahunch jaye Ba Share k Vazu karne Wala Rozadaar na ho , Agar Rozadaar ho to usko zyada mubalga nahi karna chahiye ,
❉ 7- Daadhi Ka Khilaal Karna ,
*⇏Tashreeh_*_ Khilaal Karne ka tareeqa ye hai k Dahine Haath ke chullu mai paani le kar thodi ke niche ke baalo Ki Jado mai daale aur Haath Ki Pusht gardan Ki taraf kar ke Ungliya’n baalo mai daal kar niche se ouper Ki taraf le jaye ,
❉ Dhyaan rahe k agar Vazu karne wala Hajj ya Umrah ka ahraam baandhe hue ho to use Daadhi mai Khilaal nahi karna chahiye, Kyunki Khilaal karne mai Baal tootne ka andesha hai aur Muhrim ko Baal todna mana hai ,
❉ 8 :- Haatho Ko Ungliyo Ki taraf se Dhona na
K Kohniyo Ki taraf se ,
K Kohniyo Ki taraf se ,
❉ 9- ( 1) :- Haath Ki Ungliyo’n Ka Khilaal Karna ,
*❉ Tashreeh_*“__Haath Ki Ungliyo’n ke Khilaal Karne ka tareeqa ye hai k ek Haath Ki pusht doosre Haath Ki hatheli per rakh kar ouper ke Haath Ki Ungliya’n niche ke Haath Ki Ungliyo’n mai daal kar kheench le ,
❉ 9- (2) :- Payr Ki Ungliyo’n Ka Khilaal karna ,( Payr Dhote Waqt )
*❉ Tashreeh _*“__Teen baar Payr dhote waqt Payr Ki Ungliyo’n ka har baar Khilaal Karna , aur Khilaal ka tareeqa ye hai k Baaye Haath Ki chhoti ungli se is tarah Khilaal kare k daahine Payr Ki chhoti ungli se Shuru kare aur Baaye Payr Ki chhoti ungli per khatm kare ,
*❥═┄ ʀεғεʀεηcε*
*📚 _Durre Mukhtaar, 1/80*_
▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔
*✅ वज़ू दुरुस्त कीजिए ✅*
*📚 _Durre Mukhtaar, 1/80*_
▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔
*✅ वज़ू दुरुस्त कीजिए ✅*
*☞ वज़ू की सुन्नते:-5-9(15)*
5-कुल्ली करना,
*★_तशरीह*_कुल्ली तीन बार करे लेकिन पानी हर बार होना चाहिए और मुंह भर कर होना चाहिए और कुल्ली में इस क़दर मुबालगा करना चाहिए कि पानी हलक के क़रीब तक पहुंच जाए,बा शर्ते के रोज़ेदार न हो,अगर रोज़ेदार हो तो इस क़दर मुबालगा न करना चाहिए,
6:-नाक में पानी डालना,
*★_तशरीह*_नाक में तीन बार पानी लेना चाहिए और हर बार नया पानी होना चाहिए और इस क़दर मुबालगा किया जाए कि पानी नथनों की जड़ तक पहुंच जाए ब शर्ते की वज़ू करने वाला रोज़ेदार न हो,अगर रोज़ेदार हो तो उसको ज़्यादा मुबालगा नही करना चाहिए,
7-दाढ़ी का ख़िलाल करना,
*★_तशरीह*_ ख़िलाल करने का तरीका ये है कि दाहिने हाथ के चुल्लू में पानी ले कर ठोड़ी के नीचे के बालों की जड़ों में डाले और हाथ की पुष्त गर्दन की तरफ कर के उंगलियां बालों में डाल कर नीचे से ऊपर की तरफ ले जाए,
"_ध्यान रहे के अगर वज़ू करने वाला हज या उमरा का अहराम बांधे हुए हो तो उसे दाढ़ी में ख़िलाल नही करना चाहिए ,क्योंकि ख़िलाल करने में बाल टूटने का अंदेशा है और मोहरिम को बाल तोड़ना मना है,
8:-हाथों को उंगलियों की तरफ से धोना न कि कोहनियों की तरफ से,
9:-हाथ की उंगलियों का ख़िलाल करना,
*★_तशरीह*_हाथ की उंगलियों के ख़िलाल करने का तरीका ये है कि एक हाथ की पुष्त दूसरे हाथ की हथेली पर रख कर ऊपर के हाथ की उंगलियां नीचे के हाथ की उंगलियों में डाल कर खींच ले,
9-(2):-पैर की उंगलियों के ख़िलाल करना,(पैर धोते वक़्त)
*★_तशरीह*_ तीन बार पैर धोते वक़्त पैर की उंगलियों का हर बार ख़िलाल करना,और ख़िलाल का तरीका ये है कि बाये हाथ की छोटी उंगली से इस तरह ख़िलाल करे के दाहिने पैर की छोटी उंगली से शुरू करे और बाए पैर की छोटी उंगली पर खत्म करें,_
*❥═┄ हवाला_*
*📚 _*दुर्र मुख्तार,1/78 _,*
*📚 _*दुर्र मुख्तार,1/78 _,*
▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔
*☞ _Vazu Ki Sunnate :- 10-15(15)_*
✧ *:・゚✦✬✦*:・゚✧
*❉ 10_* :- Ek Baar Tamaam Sar ka Masah Karna_,
*📚Durre Mukhtaar, 1/80*
*⇏Tashreeh_*_ Sar Per Masah karne ka Asaan tareeqa ye hai k Dono Haath Ungliyo’n aur Hatheliyo ke sahit tar kar ke Sar ke aage ke hisse per rakh kar , is tarah pichhe le jaye k Saare Sar ka Masah ho jaye ,
*📚Shaami ,1/80_*
*❉ 11 :- Kaano Ka Masah Karna :-*
*📚Durre Mukhtaar, 1/82_*
*📚Durre Mukhtaar, 1/82_*
*⇏Tashreeh _*_ Sar ke Masah Ke saath Kaano ka Masah karna ,Lekin Kaano ke Masah ke liye naye sire se paani se haatho ko tar nahi karna chahiye balki Sar ke Masah ke liye Jo Haath tar kiye they wahi iske liye bhi kaafi hai ,
⇏Haa’n agar Sar ke Masah ke baad Amaama ya Topi ya koi aur esi cheez chhoo li Jisse Haatho Ki tari jaati rahe to fir dobara tar kare ,
⇏Haa’n agar Sar ke Masah ke baad Amaama ya Topi ya koi aur esi cheez chhoo li Jisse Haatho Ki tari jaati rahe to fir dobara tar kare ,
❉ Kaano ke Masah ka tareeqa ye hai k Dono Haatho Ki Shahadat Ki Ungliyo’n ko kaano ke suraakh aur Androoni hisse mai achchhi tarah ghumaye aur Anguthe se unki pusht ( Bahar Ki taraf ) per Masah kare ,
*❉ 12:- Har Uzv Ko Teen Baar Dhona _*
*📚 _Durre Mukhtaar ,1/80*
*⇏Tashreeh _*_ Har Uzv ko teen baar is tarah dhona chahiye k har baar poora dhul jaye aur agar ek baar Adhaa aur fir doosri baar baqi dhoya to do baar na samjha jaye balki ek hi baar samjha jaye,
*📚 _Shaami _1/80_*
*📚 _Shaami _1/80_*
*❉ 13 – Tarteeb se Vazu karna _*
*📚 _Durre Mukhtaar ,1/83*
*📚 _Durre Mukhtaar ,1/83*
*⇏Tashreeh _*_ Vazu is Tarteeb se karna chahiye Jis Tarteeb se likha gaya hai,
_ Yani Pehle Niyat Karna,
Fir Bismillaah padhna ,
Fir Dono Haatho ko gatto tak Dhona ,
Miswaak karna ,
Kulli karna ,
Fir Naak mai Paani daal kar saaf karna ,
Fir moonh Dhona ,
Fir Daadhi ka Khilaal karna ,
Fir Haatho ka Dhona,
Fir Ungliyo’n ka Khilaal karna ,
Fir Sar ka Masah Karna,
Fir payro ka Dhona,
Fir payro Ki Ungliyo’n ka Khilaal karna ,
_ Yani Pehle Niyat Karna,
Fir Bismillaah padhna ,
Fir Dono Haatho ko gatto tak Dhona ,
Miswaak karna ,
Kulli karna ,
Fir Naak mai Paani daal kar saaf karna ,
Fir moonh Dhona ,
Fir Daadhi ka Khilaal karna ,
Fir Haatho ka Dhona,
Fir Ungliyo’n ka Khilaal karna ,
Fir Sar ka Masah Karna,
Fir payro ka Dhona,
Fir payro Ki Ungliyo’n ka Khilaal karna ,
*❉ 14 :- Pe Dar Pe Vazu Karna ,*
*⇏Tashreeh ,*_ Ek Uzv ko dhone ke baad doosre Uzv ke dhone mai is qadar dair na kare k Pehla Uzv Hawa aur Motdal Mausam Ki vajah se Khushk ho jaye ,
*📚 _Durre Mukhtaar ,1/83*
*📚 _Durre Mukhtaar ,1/83*
*❉ 15 -A’aza e Vazu ko Mal Mal kar Dhona _*
*⇏Tashreeh_*_ Yani Vazu mai Jo A’aza dhoye jate hai’n Jese Chehra ,Haath ,aur Payr , inhe Khoob mal kar dhoye ,Khaas tor per Sardiyo’n ke Zamane mai iska zyada khayal rakhe Kyunki Khushki Ki vajah se Jism ke kuchh Hisse ke khushk rehne ka zyada andesha hai ,
*❥═┄ ʀεғεʀεηcε*
*📚 Ilmul Fiqha,1/78,*
*❥═┄ ʀεғεʀεηcε*
*📚 Ilmul Fiqha,1/78,*
▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔
*✅ वज़ू दुरुस्त कीजिए ✅*
*✅ वज़ू दुरुस्त कीजिए ✅*
*☞_वज़ू की सुन्नतें:-10-15(15)_*
*★10:-एक बार तमाम सर का मसह करना_,*
*📚_दुर्रे मुख्तार,1/80*
*★_तशरीह*_सर पर मसह करने का आसान तरीका ये है कि दोनों हाथ उंगलियों और हथेलियों के सहित तर कर के सर के आगे के हिस्से पर रख कर,इस तरह पीछे ले जाए कि सारे सर का मसह हो जाए,
*📚_शामी ,1/80*
*★_11:-कानो का मसह करना:-*
*📚_दूर्रे मुख्तार,1/82*
*★_तशरीह* _सर के मसह के साथ कानो का मसह करना,लेकिन कानो के मसह के लिए नए सिरे से पानी से हाथों को तर नही करना चाहिए बल्कि सर के मसह के लिए जो हाथ तर किये थे वही इसके लिए भी काफी है,
हां अगर सर के मसह के बाद अमामा या टोपी या कोई और ऐसी चीज़ छू ली जिससे हाथों की तरी जाती रही तो फिर दोबारा तर करे,
हां अगर सर के मसह के बाद अमामा या टोपी या कोई और ऐसी चीज़ छू ली जिससे हाथों की तरी जाती रही तो फिर दोबारा तर करे,
"_कानो के मसह का तरीका ये है कि दोनों हाथों की शहादत की उंगलियों को कानो के सुराख और अंदरूनी हिस्से में अच्छि तरह घुमाए और अंगूठे से उनकी पुष्त (बाहर की तरफ)पर मसह करे,
*★_12:-हर उज़्व को तीन बार धोना*
*📚_दूर्रे मुख्तार' 1/80*
*★_तशरीह* _हर उज़्व को तीन बार इस तरह धोना चाहिए कि हर बार पूरा धुल जाए और अगर एक बार आधा और फिर दूसरी बार बाक़ी धोया तो दो बार न समझा जाए बल्कि एक ही बार समझा जाए,
*📚_शामी_1/80*
*★_13-तरतीब से वज़ू करना*
*📚_दूर्रे मुख्तार,1/83*
*★_तशरीह* _वज़ू इस तरतीब से करना चाहिए जिस तरतीब से लिखा गया है,यानी पहले नियत करना,
फिर बिस्मिल्लाह पढ़ना,
फिर दोनों हाथ को गट्टों तक धोना,
मिस्वाक करना,
कुल्ली करना,
फिर नाक में पानी डाल कर साफ करना,
फिर मूंह धोना,
फिर दाढ़ी का ख़िलाल करना,
फिर हाथों का धोना,
फिर उंगलियों के ख़िलाल करना,
फिर सर का मसह करना,
फिर पैरों का धोना ,
फिर पैरों की उंगलियों के ख़िलाल करना,
फिर बिस्मिल्लाह पढ़ना,
फिर दोनों हाथ को गट्टों तक धोना,
मिस्वाक करना,
कुल्ली करना,
फिर नाक में पानी डाल कर साफ करना,
फिर मूंह धोना,
फिर दाढ़ी का ख़िलाल करना,
फिर हाथों का धोना,
फिर उंगलियों के ख़िलाल करना,
फिर सर का मसह करना,
फिर पैरों का धोना ,
फिर पैरों की उंगलियों के ख़िलाल करना,
*★_14:-पे दर पे वज़ू करना*
*★_तशरीह*_एक उज़व को धोने के बाद दूसरे उज़्व के धोने में इस क़दर देर न करे के पहला उज़्व हवा और मोतदल मौसम की वजह से खुश्क हो जाए,
*📚दूर्रे मुख्तार,1/83*
*★_15आजाए वज़ू को मल मल कर धोना*
*★_तशरीह*_यानी वज़ू में जो आज़ा धोए जाते हैं जैसे चेहरा ,हाथ ,और पैर इनहे खूब मल कर धोए,खास तौर पर सर्दियों के ज़माने में इसका ज़्यादा ख्याल रखे क्योंकिं खुश्की की वजह से जिस्म के कुछ हिस्से के खुश्क रहने का ज़्यादा अंदेशा है,
*📚इलमुल फ़िक़्ह,1/78*_
▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔
☞ _*Vazu Ke Mustahabaat :-1(14)*_
▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔
☞ _*Vazu Ke Mustahabaat :-1(14)*_
✧ *:・゚✦✬✦*:・゚✧
*⇏Vazu mai 14 Mustahabaat Hai’n :-*
❉ 1 :- Paak aur Ounchi Jagah Per beth kar Vazu Karna ,
*⇏Tashreeh_* _Vazu ke liye kisi Ounchi Jagah per bethna chahiye taki must’amal paani Jism aur Kapde per na pade,
*📚 _Durre Mukhtaar, 1/86*
*📚 _Durre Mukhtaar, 1/86*
❉ 2 :- Vazu Karte Waqt Qibla Ki Taraf Moonh Kar ke bethna ,
*📚 _Durre Mukhtaar, 1/84*
*📚 _Durre Mukhtaar, 1/84*
❉ 3 :- Vazu Ka Bartan Mitti ka Hona ,
*⇏Tashreeh_* __ ( Mitti ka Bartan na ho to ) Plastic , Steel , Silver ,Taanba , Peetal Ke Bartan se Vazu Karna bhi bila karahat Durust hai ,
*📚 _Aalamgiri ,1/6_*
❉ 4 :- Vazu Karne mai Kisi se Madad na Lena ,
*⇏Tashreeh _* __Yani Kisi doosre Shakhs se A’aza e Vazu ko na dhulwaye balki Khud hi dhoye aur Agar koi Shakhs Paani deta Jaye aur A’aza Ko khud hi dhoye to kuchh harj nahi , isi tarah Bimari v alalat Ki bina per kisi doosre se dhulwaye to bhi koi harj nahi ,
*📚 _Durre Mukhtaar ,1/86*
*📚 _Durre Mukhtaar ,1/86*
❉ 5 :- A’aza e Vazu Ka Jaha’n tak Dhona Farz hai Usse Zyada Dhona ,
*📚 _Aalamgiri ,1/6*
*📚 _Aalamgiri ,1/6*
❉ 6 :- Daahine Haath se Kulli karna aur Naak mai Paani Daalna ,
❉ 7 :- Baaye Haath se Naak Saaf Karna ,
*📚 _Aalamgiri ,1/6_*
*📚 _Aalamgiri ,1/6_*
❉ 8:- Anguthi ,Chhalle ,Choodiya’n Vagera agar esi ho k jism tak paani pahunchne mai rukawat na bane to unko Harkat dena ,
*📚 _Ilmul Fiqha _1/79*
*📚 _Ilmul Fiqha _1/79*
❉ 9:- Kaano ka Masah Karte waqt Chhoti ungli ka dono Kaano ke suraakh mai Daalna ,
*📚 _Aalamgiri _1/6*
*📚 _Aalamgiri _1/6*
❉ 10 :- Payr Dhote waqt Dahine Haath se Paani Daalna aur Baaye Haath se Malna ,
*📚 _Aalamgiri_1/6*
*📚 _Aalamgiri_1/6*
❉ 11:- Sardiyo’n Ke mausam mai Pehle Haath Payro ko tar ( geele ) Haath se malna taki A’aza Per dhote waqt paani asaani se pahunch jaye ,
*📚 _Ilmul Fiqha ,1/79_*
❉ 12:- Har Uzv ko Dhote waqt *” Bismillaahir Rahmaanir Raheem “* aur *Kalima e Shahadat* Padhna ,
❉ 13 :- Vazu mai aur Vazu Ke baad Jo Duae’n Ahadees Shareef mai aayi hai’n Unko Padhna ,
*📚 _Durre Mukhtaar _,1/86*
*📚 _Durre Mukhtaar _,1/86*
❉ 14 :- Vazu ke Baad bache hue Paani ko Khade ho kar Peena ,
*❥═┄ ʀεғεʀεηcε*
*📚 _Aalamgiri _1/6*
▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔
*✅ वज़ू दुरुस्त कीजिए ✅*
*📚 _Aalamgiri _1/6*
▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔
*✅ वज़ू दुरुस्त कीजिए ✅*
*☞ वज़ू के मुस्तहबात:_*
*★_वज़ू में 14 मुस्तहबात हैं:-*
1:-पाक और ऊंची जगह में बैठ कर वज़ू करना,
1:-पाक और ऊंची जगह में बैठ कर वज़ू करना,
*★_तशरीह_* वज़ू के लिए किसी ऊंची जगह पर बैठना चाहिए ताकि मुस्तम'ल पानी जिस्म और कपड़े पर न पड़े,
*📚_दूर्रे मुख्तार,1/86*
2:-वज़ू करते वक़्त किबला की तरफ मूंह कर के बैठना,
*📚_दूर्रे मुख्तार,1/84*
3:-वज़ू का बर्तन मिट्टी का होना,
*★_तशरीह* _(मिट्टी का बर्तन न हो तो)प्लास्टिक ,स्टील,सिल्वर,तांबा,पीतल,के बर्तन से वज़ू करना भी बिला कराहत दुरुस्त है,
4:-वज़ू करते वक़्त किसी से मदद न लेना,
*★_तशरीह* _यानी किसी दूसरे शख्स से आज़ा ए वज़ू न धुलवाएं बल्कि खुद ही धोएं और अगर कोई शख्स पानी देता जाए और आज़ा को खुद ही धोए तो कुछ हर्ज़ नही,इसी तरह बीमारी व अलालत की बिना पर किसी दूसरे से धुलवाएं तो भी कोई हर्ज नही,
*📚दूर्रे मुख्तार,1/86*
5:-आज़ा ए वज़ू का जहां तक धोना फ़र्ज़ है उससे ज़्यादा होना,
6:-दाहिने हाथ से कुल्ली करना और नाक में पानी डालना,
7:-बाये हाथ से नाक साफ करना,_
*📚 _आलमगीरी-१/६__*
8:-अंगूठी,छल्ले,चूड़ियां वगेरा अगर ऐसी हो कि जिस्म तक पानी पहुंचाने में रुकावट न बने तो उनको हरकत देना,
*📚 इल्मुल फिक़हा-१/७९,*
9:-कानो का मसह करते वक़्त छोटी उंगली का दोनो कानो के सुराख में डालना,
10:-पैर धोते वक़्त दाहिने हाथ सें पानी डालना और बाये हाथ से मलना,
*📚 आलमगीरी-१/६,*
11:-सर्दियों के मौसम में पहले हाथ पैरों को तर (गीले)हाथ से मलना ताकि आज़ा पर धोते वक़्त पानी आसानी से पहुंच जाए,
*📚 इल्मुल फिक़हा-१/७९,*
12:-हर उज़्व को धोते वक़्त *बिस्मिल्लाहिर्रहमानिर्रहीम* और *कालिमा ए शहादत* पढ़ना,
13:-वज़ू में और वज़ू के बाद जो दुआएं अहादीस शरीफ में आई हैं उनको पढ़ना,
*📚 दुर्रे मुख्तार-१/८६,*
14:-वज़ू के बाद बचे हुए पानी को खड़े हो कर पीना,
*📚 आलमगीरी-१/६,*
▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔
*☞ _Vazu Ke Makroohaat :- (9)*
*☞ _Vazu Ke Makroohaat :- (9)*
✧ *:・゚✦✬✦*:・゚✧
*❉_ Vazu Ke 9 Makroohaat Hai’n _,*
❉ 1 :- Jo Cheeze Vazu mai Mustahab hai’n unki Khilaf varzi Karne se Vazu Makrooh ho jata hai ,
*📚 _Ilmul Fiqha _ 1/79*
*📚 _Ilmul Fiqha _ 1/79*
❉ 2 :- Paani Zarurat Se Zyada Kharch Karna ,
❉ 3 :- Paani is qadar Kam kharch karna k Jisse A’aza Ke dhone mai kami reh jaye ,
*📚 _Durre Mukhtaar _1/89*
❉ 3 :- Paani is qadar Kam kharch karna k Jisse A’aza Ke dhone mai kami reh jaye ,
*📚 _Durre Mukhtaar _1/89*
❉ 4 :- Vazu Karte hue bila Uzr koi Duniya Ki Baat karna , Haa’n zarurat Ki baat kehne mai koi harj nahi ,
*📚 _Ilmul Fiqha _1/79*
*📚 _Ilmul Fiqha _1/79*
❉ 5 :- Vazu mai A’aza e Vazu ke alawa digar A’aza ko bila zarurat Dhona ,
*📚 _Ilmul Fiqha _1/73,*
*📚 _Ilmul Fiqha _1/73,*
❉ 6 :- Moonh aur Doosre A’aza Per Zor se Chheente maarna ,
*📚 _Aalamgiri _1/6 _*
*📚 _Aalamgiri _1/6 _*
❉ 7 :- Teen baar se Zyada A’aza Ko Dhona ,
❉ 8 :- Naye Paani se Teen baar Masah Karna ,
*📚 _Durre Mukhtaar _,1/89*
❉ 8 :- Naye Paani se Teen baar Masah Karna ,
*📚 _Durre Mukhtaar _,1/89*
❉ 9 :- Vazu Ke baad Haatho ka Paani Chhitakna ,
*📚 _Ilmul Fiqha _,1/79_,*
*📚 _Ilmul Fiqha _,1/79_,*
▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔
*✅ वज़ू दुरुस्त कीजिए ✅*
*✅ वज़ू दुरुस्त कीजिए ✅*
*☞ वज़ू के मकरूहात:-(9)*
★__वज़ू के 9 मकरूहात हैं ;-
1:-जो चीजें वज़ू में मुस्तहब है उनकी खिलाफ वर्ज़ी करने से वज़ू मकरूह हो जाता है,
*📚इल्मुल फिक़हा_1/79*
2:-पानी ज़रूरत से ज़्यादा खर्च करना,
3-पानी इस क़दर कम खर्च करना कि जिससे आज़ा के धोने में कमी रह जाए,
*📚 दुर्रे मुख्तार-१/८९*
*📚 दुर्रे मुख्तार-१/८९*
4:-वज़ू करते हुए बिला उज़्र कोई दुनिया की बात करना,हां ज़रूरत की बात कहने में कोई हर्ज नही,
*📚इल्मुल फिक़हा-१/७९*
*📚इल्मुल फिक़हा-१/७९*
5-वज़ू में आज़ा ए वज़ू के अलावा दीगर आज़ा को बिला ज़रूरत धोना,
*📚इल्मुल फिक़हा-१/७३*
*📚इल्मुल फिक़हा-१/७३*
6-मूंह और दूसरे आज़ा पर ज़ोर से छींटे मारना,
*📚 आलमगीरी-१/६,*
*📚 आलमगीरी-१/६,*
7:-तीन बार से ज़्यादा आज़ा को धोना,
8:-नए पानी से तीन बार मसह करना,
*📚 दुर्रे मुख्तार-१/८९*
*📚 दुर्रे मुख्तार-१/८९*
9:-वज़ू के बाद हाथों का पानी छिटकना, _
*📚इल्मुल फिक़हा-१/७९ __*
*📚इल्मुल फिक़हा-१/७९ __*
▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔
*☞ _Vazu Ka Masnoon Tareeqa -(Hissa-1),*
*☞ _Vazu Ka Masnoon Tareeqa -(Hissa-1),*
✧ *:・゚✦✬✦*:・゚✧
❉ Jab Aap Vazu karna Chahe to Vazu Karne se Pehle Dil mai iraada kare k mai’n Allah Ta’ala Ki Khushnoodi ke liye Vazu karta hu’n ,
⇏Fir Vazu Karne ke liye Qibla Ki taraf moonh kar ke Kisi Paak aur ounchi jagah per beth jaye taki Vazu mai istemal hone wala paani Jism aur Kapdo per na gire ,
❉ Vazu Shuru karte Waqt *”Bismillaahir Rahmaanir Raheem*” Padhe Ya Ye Dua Padhe ,
*” Bismillaahil Azeemi Walhamdu Lillaahi Alaa Deenil islaami _”*
*⇏Tarjuma,_* _Allah Ta’ala Ke naam se Shuru karta hu’n aur Haq Ta’ala ka Shukr hai Deene islaam Naseeb hone per ,
*” Bismillaahil Azeemi Walhamdu Lillaahi Alaa Deenil islaami _”*
*⇏Tarjuma,_* _Allah Ta’ala Ke naam se Shuru karta hu’n aur Haq Ta’ala ka Shukr hai Deene islaam Naseeb hone per ,
❉ Fir Sabse Pehle Dono Haath teen dafa Gatto tak dhoye aur dhote waqt ye Dua Padhe ,
*” Allaahumma inni As’alukal yumna wal Barakata Wa A’auzubika minash shoomi Wal Halakati _*”
*” Allaahumma inni As’alukal yumna wal Barakata Wa A’auzubika minash shoomi Wal Halakati _*”
*⇏Tarjuma _* __ Ey Allah ! Mai Aapse Deen aur Duniya Ki barkat maangta hu’n aur Bad bakhti aur Halaakat se Aapki panaah chahta hu’n ,
❉ Fir Daaye Haath se Teen martaba Kulli kare aur Miswaak kare , agar Miswaak na ho to kisi mote Kapde ya sirf ungli se apne daant saaf kare taki Sab mail kuchel door ho jaye aur Agar Roza na ho to gar gara kar ke Paani Khoob achchhi tarah Saare moonh mai Pahunchaye aur Agar Roza ho to gar gara na kare ,
⇏Fir Ye Dua Padhe :-
*”Allaahumma A’ainni Alaa tilawatil Qur’ani wa Zikrika wa Shukrika wa Husni ibaadatika _*
*”Allaahumma A’ainni Alaa tilawatil Qur’ani wa Zikrika wa Shukrika wa Husni ibaadatika _*
*❉Tarjuma _* __Ey Allah ! Qur’an e Kareem Ki Tilawat karne mai aur Apne Zikr v Shukr aur Achchhi tarah ibaadat karne mai meri madad farma ,
*👉🏻 Baqi Tareeqa Agle Hisse mai in sha Allah __*
*❥═┄ ʀεғεʀεηcε*
*📚 _Makhooz :– Shaami v Aalamgiri ,*_
*❥═┄ ʀεғεʀεηcε*
*📚 _Makhooz :– Shaami v Aalamgiri ,*_
▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔
*✅ वज़ू दुरुस्त कीजिए ✅*
*✅ वज़ू दुरुस्त कीजिए ✅*
*☞ वज़ू का मस्नून तरीका हिस्सा-1*
*❉_जब आप वज़ू करना चाहें तो वज़ू करने से पहले दिल मे इरादा करे कि मैं अल्लाह ताला की ख़ुशनूदी के लिए वज़ू करता हु,
*❉_फिर वज़ू करने के लिए कि़बला की तरफ मूंह कर के किसी पाक और ऊंची जगह पर बैठ जाये ताकि वज़ू में इस्तेमाल होने वाला पानी जिस्म और कपड़ो पर न गिरे,
*❉_वज़ू शूरु करते वक़्त
" *बिस्मिल्लाहिर्रहमानिर्रहीम*"
*__पढ़े या यह दुआ पढ़े:-
*"बिस्मिल्लाहिल अज़ीमी वलहमदु लिल्लाहि अला दीनिल इस्लामी"*
*❉_तर्जुमा_* _अल्लाह ताला के नाम से शुरू करता हुं और हक़ ता'ला का शुक्र है दीने इस्लाम नसीब होने पर,
*❉_फिर सबसे पहले दोनों हाथ तीन दफा गट्टों तक धोये और धोते वक़्त ये दुआ पढ़े:-
*"अल्लाहुम्मा इन्नी अस'अलुकल युमना वल बरकता वा आउज़ुबिका मिनश शूमी वल हलाकती"*
*❉_तर्जुमा* ए अल्लाह मैं आपसे दीन और दुनिया की बरकत मांगता हूं और बद बख्ति और हलाकत से आपकी पनाह चाहता हूं,
*❉_फिर दाये हाथ से तीन मर्तबा कुल्ली करे और मिस्वाक करे,अगर मिस्वाक न हो तो किसी मोटे कपड़े या सिर्फ उंगली से अपने दांत साफ करें ताकि सब मैल कुचेल दूर हो जाए और अगर रोज़ा न हो तो गर गरा कर के पानी खूब अच्छी तरह सारे मूंह में पहुंचाए और अगर रोज़ा हो तो गर गरा न करे,
*❉_फिर ये दुआ पढ़े:-
*"अल्लाहुम्मा आइन्नी अला तिलावती क़ुरआनी व ज़िकरिका व शुक्रिक़ा व हुस्नी इबादतिक*
*❉_तर्जुमा*_ ए अल्लाह! क़ुरआने करीम की तिलावत करने में और अपने ज़िक्र व शुक्र और अच्छी तरह इबादत करने में मेरी मदद फ़रमा
।_
*_ बाक़ी तरीक़ा अगले हिस्से में इंशा अल्लाह_,*
।_
*_ बाक़ी तरीक़ा अगले हिस्से में इंशा अल्लाह_,*
*❥═┄ हवाला_*
*📚 _मा'खूज़ शामी व आलमगीरी __*
*📚 _मा'खूज़ शामी व आलमगीरी __*
▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔
*☞ _Vazu Ka Masnoon Tareeqa – (Hissa-2,)*
*☞ _Vazu Ka Masnoon Tareeqa – (Hissa-2,)*
✧ *:・゚✦✬✦*:・゚✧
❉_ Fir Daaye Haath se Teen baar Naak mai paani daliye aur Baaye Haath se Naak saaf kare ,aur Koshish kare k Paani Nathno ki Jad tak Pahunch jaye ,
“__Lekin Jis Shakhs ka Roza ho WO Jitni door tak naram gosht hai usse ouper Paani na le jaye ,
“__Lekin Jis Shakhs ka Roza ho WO Jitni door tak naram gosht hai usse ouper Paani na le jaye ,
⇏Naak mai Paani Daalte waqt Ye Dua Padhiye :-
*Allaahumma Arihni Raa’ihatal Jannati Wala Turihni Raa’ihatan Naari,*
*⇏Tarjuma_* Ey Allah ! Mujhe Jannat ki khushbu Sunghana aur Dozakh ki Badboo se bachana ,
❉ Fir Teen martaba Chehra dhoiye ,is tarah k Peshani ke baalo se Thodi ke niche tak aur Ek Kaan ki lo se doosre Kaan ki Lo tak , Sab Jagah Paani beh jaye k koi jagah Sookhi na rahe ,
⇏Chehra Dhote waqt Ye Dua Padhiye :-
*Allaahumma Bayyidh Wajhi Yawma Tabyyadhdhu Wujuhuw Wa Taswaddu Wujuhun,*
*❉ Tarjuma _* Ey Allah ! Jis Din bahut se Chehre Roshan aur Bahut se Siyaah honge , Us Din mera Chehra Roshan Farmana ,
❉_ Fir Teen baar daahina Haath Kohni Samet dhoye ,Fir Baaya Haath Kohni Samet teen baar dhoye ,is tarah k Ungliyo’n se dhote hue Kohniyo’n tak le jaye aur ek Haath ki Ungliyo’n ko doosre Haath ki Ungliyo’n mai dakhil kar ke Harkat de ,
⇏Anguthi pehne hue ho ya Aurto’n ne Chhalle pehan rakhe ho to unko hilaye k kahi koi jagah Sookhi na reh jaye ,
❉ Daahina Haath dhote waqt ye Dua Padhiye :-
*Allaahumma A’atini Kitaabi BiYameeni Wa Haasibni Hisaabay Yaseera,*
*⇏Tarjuma _* Ey Allah ! Mere A’amaal Naama mere Dahine Haath mai dena aur mera hisaab Asaan Lena ,
❉ Aur Baaya Haath dhote waqt ye Dua Padhiye :-
*Allaahumma La tu’atini Kitaabi bishimaali wala minv Waraa’i Zahri ,*
*⇏Tarjuma _* Ey Allah ! Mera Naama Amaal mere Baaye Haath mai na dena aur na meri peeth ke pichhe se ,
*Baqi Hissa Agle Part mai _*
*❥═┄ ʀεғεʀεηcε*
*📚 _Makhooz :- Shaami v Aalamgiri,* _
*Baqi Hissa Agle Part mai _*
*❥═┄ ʀεғεʀεηcε*
*📚 _Makhooz :- Shaami v Aalamgiri,* _
▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔
*✅ वज़ू दुरुस्त कीजिए ✅*
*✅ वज़ू दुरुस्त कीजिए ✅*
*☞ वज़ू का मस्नून तरीका -(हिस्सा-2)*
❉_फिर दाएं हाथ से तीन बार नाक में पानी डालिए और बाएं हाथ से नाक साफ करें, और कोशिश करे कि पानी नथनों की जड़ तक पहुंच जाए,
"_लेकिन जिस शख्स का रोज़ा हो वो जितनी दूर तक नरम गोश्त है उससे ऊपर पानी न ले जाए,
"_लेकिन जिस शख्स का रोज़ा हो वो जितनी दूर तक नरम गोश्त है उससे ऊपर पानी न ले जाए,
❉_नाक में पानी डालते वक़्त ये दुआ पढ़िए:-
*अल्लाहुम्मा अरिहनी राइहतल जन्नती वला तुरिहनी राइहतन नारी*
*❉_तर्जुमा*_ऐ अल्लाह!मुझे जन्नत की खुश्बू सुंघाना और दोज़ख की बदबू से बचाना,
❉_फिर तीन मर्तबा चेहरा धोइए,इस तरह के पेशानी के बालों से ठोड़ी के नीचे तक और एक कान की लॉ से दूसरे कान की लॉ तक,सब जगह पानी बह जाए कि कोई जगह सूखी न रहे,
❉_चेहरा धोते वक़्त ये दुआ पढ़िए :-
*अल्लाहुम्मा बय्यिध वजही यौमा तबययध्धु वुजूहुव वा तसवद्दु वुजूहुन*
*❉_तर्जुमा*_ ऐ अल्लाह!जिस दिन बहुत से चेहरे रोशन और बहुत से सियाह होंगे,उस दिन मेरा चेहरा रोशन फरमाना,
❉_फिर तीन बार दाहिना हाथ कोहनी समेत धोये,फिर बाया हाथ कोहनी समेत तीन बार धोये,इस तरह के उंगलियों से धोते हुए कोहनियों तक ले जाए और एक हाथ की उंगलियों को दूसरे हाथ की उंगलियों में दाखिल कर के हरकत दे,
"_अंगूठी पहने हुए हो या औरतों ने छल्ले पहन रखे हो तो उनको हिलाये के कही कोई जगह सूखी न रह जाए,
"_अंगूठी पहने हुए हो या औरतों ने छल्ले पहन रखे हो तो उनको हिलाये के कही कोई जगह सूखी न रह जाए,
❉_दाहिना हाथ धोते वक़्त ये दुआ पढ़िए:-
*अल्लाहुम्मा आ'तिनि किताबी बि यमीनी व हासिबनी हिसाबैंय यसीरा*
*❉_तर्जुमा*_ऐ अल्लाह! मेरा आमाल नामा मेरे दाहिने हाथ मे देना और मेरा हिसाब आसान लेना,
❉_और बाया हाथ धोते वक़्त ये दुआ पढ़िए'
:-
*अल्लाहुम्मा ला तु'अतिनि किताबी बि शिमालि वला मिंव वरा'इ ज़हरी*
:-
*अल्लाहुम्मा ला तु'अतिनि किताबी बि शिमालि वला मिंव वरा'इ ज़हरी*
*❉_तर्जुमा*_ऐ अल्लाह!मेरा नामाए आमाल मेरे बाये हाथ मे न देना और न मेरी पीठ के पीछे से,_
*❥═┄ हवाला_*
*📚 _मा'रफुल हदीस__*
*📚 _मा'रफुल हदीस__*
▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔
*☞ _Vazu Ka Masnoon Tareeqa -3*
*☞ _Vazu Ka Masnoon Tareeqa -3*
✧ *:・゚✦✬✦*:・゚✧
❉ _Fir Ek martaba Tamaam Sar ka Masah kare aur Masah Karte Waqt Ye Dua Padhiye :-
*Allaahumma Azillani Tahta Zilli A’rshika Yavma Laa Zilla illaa Zillu A’rshika,*
*⇏Tarjuma ,*___Ey Allah Jis Roz Aapke Arsh ke saaye ke alawa aur koi Saaya na hoga Us Roz Mujhe Apne Arsh Ka Saaya inaayat farmana ,
❉_ Fir Kaan Ka Masah Kare aur Kaano ke andar ka Masah Shahadat ki ungli se aur Kaano ke ouper ka Masah Angutho se kare ,Fir Ungliyo’n ki pusht se Gardan ka Masah kare Lekin Gale ka Masah na kare k ye bura aur Mana hai aur Kaano ke Masah ke liye naya Paani Lene ki zarurat nahi , Sar ke Masah se Jo Paani bacha hua Haath per laga hua hai Wahi kaafi hai ,
⇏Kaano ka Masah Karte Waqt Ye Dua Padhiye :-
⇏Kaano ka Masah Karte Waqt Ye Dua Padhiye :-
*Allaahummaj Alni minallazeena Yastami’ounal Qavla Fa Yattabi’ouna Ahsanahu ,*
*⇏Tarjuma ,*__Ey Allah mujhe un logo mai se bana Jo baate sunkar nek baato per Amal karte hai’n ,
❉ _Aur Gardan Ka Masah karte Waqt Ye Dua Padhiye :-
*Allaahumma A’atiq Raqabati Minan Naari,*
*⇏Tarjuma ,*__Ey Allah. Meri Gardan Dozakh se azaad farma ,
❉_ Fir Dahina Paanv Takhno Samet Teen baar dhoiye ,Fir Baaya Paanv Takhno Samet Teen Baar dhoiye ,Aur Baaye Haath ki chhoti ungli se Payr ki Ungliyo’n ka is tarah Khilaal kare k Dahine Payr ki chhoti ungli se Shuru kare aur Baaye Payr ki Chhoti ungli per khatm kare ,Aur Payro ko dhote hue Dahine Haath se Paani daale aur Baaye Haath se male ,
*⇏Daaya Paanv Dhote hue ye Dua Padhiye:-
❉_ Fir Dahina Paanv Takhno Samet Teen baar dhoiye ,Fir Baaya Paanv Takhno Samet Teen Baar dhoiye ,Aur Baaye Haath ki chhoti ungli se Payr ki Ungliyo’n ka is tarah Khilaal kare k Dahine Payr ki chhoti ungli se Shuru kare aur Baaye Payr ki Chhoti ungli per khatm kare ,Aur Payro ko dhote hue Dahine Haath se Paani daale aur Baaye Haath se male ,
*⇏Daaya Paanv Dhote hue ye Dua Padhiye:-
*Allaahumma Sabbit Qadamayya Alas Siraati Yawma Tazillul Aqdaamu,*
*⇏Tarjuma _* Ey Allah ! Jis Roz Pul Siraat per bahut se qadam fislenge mere Paanv Saabit qadam rakhna ,
❉_ Aur Baaya Paanv Dhote waqt ye Dua Padhiye :-
*Allaahummaj al Zambi Magfooraw Wa Sa’ayi Mashkooraw Wa Tijaarati Lan Taboora ,*
*⇏Tarjuma_* Ey Allah ! Mere gunaah maaf farma aur Meri Koshish ko qubool farma aur meri Tijaarat ko taraqqi ataa farma ,
*❥═┄ ʀεғεʀεηcε*
*📚 _Makhooz – Shaami v Aalamgiri,*_
*📚 _Makhooz – Shaami v Aalamgiri,*_
▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔
*✅ वज़ू दुरुस्त कीजिए ✅*
*✅ वज़ू दुरुस्त कीजिए ✅*
*☞ वज़ू का मस्नून तरीका-3_,*
❉_फिर एक मर्तबा तमाम सर का मसह करें और मसह करते वक़्त ये दुआ पढ़िए:-
*अल्लाहुम्मा अज़िल्लनी तहता ज़िल्ली अर्शिका यौवमा ला ज़िल्ला इल्ला ज़िल्लु अर्शिका*
*❉_तर्जुमा* _ऐ अल्लाह! जिस रोज़ आपके अर्श के साये के अलावा और कोई साया न होगा उस रोज़ मुझे अपने अर्श का साया इनायत फरमाना,
❉_फिर कान का मसह करे और कानों के अंदर का मसह शहादत की उंगली से और कानों के ऊपर का मसह अंगूठों से करे, फिर उंगलियों की पुश्त से गर्दन का मसह करे लेकिन गले का मसह न करे कि ये बुरा और मना है और कानों के मसह के लिए नया पानी लेने की ज़रूरत नही,सर के मसह से जो पानी बचा हुआ हाथ पर लगा हुआ है वही काफी है,
❉_कानो के मसह करते वक़्त ये दुआ पढ़िए:-
*अल्लाहम्मज अलनी मिनल लज़ीना यस्तमीऊनल क़व्ला फ़ा यत्ताबिऊना अह़सनहु*
*❉_तर्जुमा*_ऐ अल्लाह! मुझे उन लोगों में से बना जो बातें सुनकर नेक बातों पर अमल करते हैं,
❉_और गर्दन का मसह करते वक़्त ये दुआ पढ़िए:-
*अल्लाहुम्मा आ'तिक़ रक़ाबति मिनन नारी*
*❉_तर्जुमा*_ऐ अल्लाह मेरी गर्दन को दोज़ख से आज़ाद फ़रमा।
❉_फिर दाहिना पांव टखनों समेत तीन बार धोइए,फिर बाया पांव टखनों समेत तीन बार धोइए,और बाये हाथ की छोटी उंगली से पैर की उँगलीयों का इस तरह ख़िलाल करे कि दाहिने पैर की छोटी उंगली से शुरू करे और बाये पैर की छोटी उंगली पर खत्म करे, और पैरों को धोते वक़्त दाहिने हाथ से पानी डाले और बाये हाथ से मले,
❉_दाया पांव धोते हुए ये दुआ पढिये:-
❉_दाया पांव धोते हुए ये दुआ पढिये:-
*अल्लाहुम्मा सब्बित क़दमय्या अलस सिराती यौवमा तज़िल्लुल अक़दामु*
*❉_तर्जुमा*_ऐ अल्लाह! जिस रोज़ पुल सिरात पर बहुत से क़दम फिसलेंगे मेरे पांव साबित क़दम रखना,और बाया पांव धोते वक़्त ये दुआ पढिये:-
*अल्लाहुम्मअज अल ज़म्बी मगफूरव व सा'यी मशकूरव वा तिजारती लन तबूरा*
*❉_तर्जुमा* _ऐ अल्लाह! मेरे गुनाह माफ फ़रमा और मेरी कोशिश को क़ुबूल फ़रमा और मेरी तिजारत को तरक़्क़ी अता फ़रमा, _
*❥═┄ हवाला_*
*📚 माखूज़- शामी व आलमगीरी__* ○═┅═┅═┅═┅═┅═┅═┅═┅○
*✍ Islamic Msg Official ,*
https://play.google.com/store/apps/details?id=com.islamic.msg.official
*👆🏻👆🏻Download App*
┣━━━━━━━━━━━━━━━━━━━━┫
❂❂❂
*📚 माखूज़- शामी व आलमगीरी__* ○═┅═┅═┅═┅═┅═┅═┅═┅○
*✍ Islamic Msg Official ,*
https://play.google.com/store/apps/details?id=com.islamic.msg.official
*👆🏻👆🏻Download App*
┣━━━━━━━━━━━━━━━━━━━━┫
❂❂❂