Zakaat Ke MasaiL Post No-08 - Islamic Msg Official

Ads 720 x 90

Responsive Ads Here

Post Top Ad

Your Ad Spot

Saturday, April 18, 2020

Zakaat Ke MasaiL Post No-08

*﷽ *

│ ✦ *Zakaat Ke MasaiL* ✦ ┗─────────────
│ *✷Post No-08✷* ┗─────────
*✺ Zakaat Ke Hisaab ke liye Tareekh Mutayan Karna ✺*

★_ Aksar log sirf Ramzan me zakaat nikaalte he’n aur usi me hisaab karte he’n, Ramzanul Mubarak me Zakaat nikaalne ki fazilat to he lekin apne maal ka hisaab bhi Ramzan hi me kiya jaye? Isme bahut si kharabiya he”n,

Isliye k Zakaat ka sahi tareeqa ye he k Aap Qamri Maah ( Chand ki tareekh ) ki jis tareekh ko Sahibe Nisaab hue the, hamesha wahi tareekh aapki zakaat ke hisaab ke liye mutayan rahegi,

★ is Tareekh me Aapke paas Jo Sona, Chandi, Maale Tijarat aur Naqdi Jo kuchh bhi ho, chahe ek Roz pehle hi mila ho sab per zakaat Farz hogi, Zakaat ka hisaab isi tareekh ko hoga Ada chahe jab kare,

★ Agar darmiyan saal me nisaab keep mutabik maal bilkul nahi raha to ab fir ( dobara ) jis tareekh me Sahibe Nisaab honge, wo tareekh mutayan hogi,

★ Agar Sahibe Nisaab banne ki Qamri tareekh ( chand ki tareekh ) yaad nahi ho to goro fikr ke baad jis tareekh ka itminan zyada ho wo mutayan hogi,

★ Agar kisi tareekh ka bhi itminan na ho to khud koi Qamri tareekh Mutayan kar lijiye, isme Angrezi Saal se hisaab karna durust nahi he,

*↳ Ahsanul fatawa, 4/205,Fiqhul ibadaat, 147,*
https://play.google.com/store/apps/details?id=com.islamic.msg.official
* Download App,*
*Telegram*_https://t.me/IslamicMsgOfficialGroup  
✯—————————————✯
*★ज़क़ात के मसाइल★*
*★_जकात के हिसाब के लिए तारीख मुतय्यन करना_,*

★_अक्सर लोग सिर्फ रमजान में जकात निकालते हैं और उसी में हिसाब करते हैं। रमजानुल मुबारक में जकात निकालने की फजीलत तो है लेकिन अपने माल का हिसाब भी रमजान ही में किया जाए ? इसमें बहुत सी खराबियां है , इसलिए कि जकात का सही तरीका यह है कि आप कमरी माह (चांद की तारीख) की जिस तारीख को साहिबे निसाब हुए थे हमेशा वही तारीख आप की जकात के हिसाब के लिए मुतैयन रहेगी।

★_ इसी तारीख में आपके पास जो सोना चांदी वाले तिजारत और नगदी जो कुछ भी हो ,चाहे एक रोज पहले ही मिला हो सब पर जकात फर्ज होगी। जकात का हिसाब इसी तारीख को होगा अदा चाहे जब करें ।

★_अगर दरमियानी साल में हिसाब के मुताबिक माल बिल्कुल नहीं रहा तो अब फिर दोबारा जिस तारीख में साहिबे निसाब होंगे वह तारीख तय होगी ।

★_अगर साहिबे निसाब बनने की कमरी तारीख (चांद की तारीख) याद नहीं हो तो गौरो फिक्र के बाद जिस तारीख का इतमिनान ज्यादा हो वह मुतय्यन होगी । अगर किसी तारीख का भी इतमिनान ना हो तो खुद कोई कमरी तारीख तय कर लीजिए । इस में अंग्रेजी साल से हिसाब करना दुरुस्त नहीं है ।

*अहसनुल फतावा 4 /205, फिकहुल इबादात 147 ,*

○═┅═┅═┅═┅═┅═┅═┅═┅○
* 𝐼𝓈𝓁𝒶𝓂𝒾𝒸 𝑀𝓈𝑔 𝒢𝓇𝓅 ,*
http://IslamicMsgOfficial.blogspot.com
*Visit for Daily updates,*

┣━━━━━━━━━━━━━━━━━━━━┫
❂❂❂
By: via Islamic Msg Official

No comments:

Post a Comment

Post Top Ad

Your Ad Spot