✦✦
▓▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▓
*ﺑِﺴْــــــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ*
▓▁▁▁▁▁▁▁▁▁▁▁▁▁▁▁▁▁▁▓
✿ *ISTAQBAAL E RAMZAN* ✿
▍posт ղo- 03 ▍
▔▔▔▔▔
*┱✿●•· *2-Qayamat Ke Din Ka istehzaar*
➠ Thodi der beth kar Allah ke Saamne Qayamat ke din hone wali peshi Ka istehzaar kare ,
➠ Soche K Qayamat qaayam hogi , Aadam Alaihissalam se le kar Qayamat tak aane wale Arabo Kharabo insano ke ru baru meri zindgi ke har har lamhe Ka hisaab hoga ,WO Din kesa Sakht aur ghutan bhara hoga ,
➠Us Din agar meri Nekiya’n Kam aur Buraaiya’n zyada ho gayi to mai’n saari makhlooq ke Saamne zaleel ho jaunga aur Allah Ki narazgi kese bardasht kar sakunga ,
➠ iske baad Azaab Ka istehzaar kare , in sha Allah is tarah istehzaar se kaaya palat jayegi ,
✿●•· *3-Ramzanul Mubarak Ki Fazilat Ko Padhe aur Sune*
➠ Ramzanul Mubarak Ki fazilat per Jo Ahadees v Ayaat waarid hui hai ,Shabaan hi se uska muzaakra aur muta’ala shuru kar de aur Dil se padhe aur Seekhe ,Ulma aur Talaba bhi Masjido mai iska ahatmaam kare ,Awaam bhi dilchaspi le kar shareek ho ,Aur Khoob tavajjoh se sune aur Amal Ka azm v iraada kare ,Fazaile A’amaal mai Jo Ahadees waarid hui hai’n ( Fazaile Ramzan Ke baab mai )Uski taleem gharo mai bhi kare taki pehle se fiza banna Shuru ho jaye ,
*Ramzan Ka istaqbaal Kese Kare (Maulana Gulam Muhammad Sahab Vastanvi)*
https://chat.whatsapp.com/2TBqPzxB8FXD4rAEeZDhk5
* Join Islamic WhatsApp Gtoup,*
*Download App* https://bit.ly/2w05i8K
▉﹍﹍﹍﹍﹍﹍﹍﹍﹍﹍▉
*✿_ इस्तक़बाल ए रमज़ान _✿*
✿●•·┱✿ 2- कयामत के दिन का इस्तहजार,*
★_ थोड़ी देर बैठ कर अल्लाह के सामने कयामत के दिन होने वाली पेशी का इस्तहजार करें ।सोचे कि कयामत का़यम होगी आदम अलैहिस्सलाम से लेकर कयामत तक आने वाले अरबों खरबों इंसानों के रूबरू मेरी जिंदगी के हर हर लम्हे का हिसाब होगा ।वह दिन कैसा सख्त और घुटन भरा होगा ।उस दिन अगर मेरी नेकियां कम और बुराइयां ज्यादा हो गई तो मैं सारी मखलूक के सामने ज़लील हो जाऊंगा और अल्लाह की नाराजगी कैसे बर्दाश्त कर सकूंगा । इसके बाद अज़ाब का इस्तहजा़र करें। इंशाल्लाह इस तरह इस्तहजा़र से काया पलट जाएगी ।
*★_3 -रमजान उल मुबारक की फजीलत को पढ़ें और सुने_,* _रमजानुल मुबारक की फजीलत पर जो अपने व आयात वारिद हुई हैं ,शाबान ही से उसका मुज़ाकरा और मुताअला शुरू कर दें और दिल से पढ़े और सीखें । उलमा और तलबा भी मस्जिदों में इसका अहतमाम करें ।अवाम भी दिलचस्पी लेकर शरीक हों और खूब तवज्जो से सुने और अमल का इरादा करें । फजाईले आमाल में जो हदीसे वारिद हुई हैं ( फजाईले रमजान के बाब में) उस की तालीम घरों में भी करें ताकि पहले से फिजा बनना शुरू हो जाए।
*रमज़ान का इस्तक़बाल कैसे करें ( मौलाना गुलाम मोहम्मद वसतानवी )*
▓▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▓
*ʀєαd,ғσʟʟσɯ αɳd ғσʀɯαʀd*
*❥ 𝐼𝓈𝓁𝒶𝓂𝒾𝒸 𝑀𝓈𝑔 𝒢𝓇𝓅 ❥*
http://IslamicMsgOfficial.blogspot.com
*Visit for All updates,*
┣━━━━━━━━━━━━━━━━━━━━┫