▩━───═══─────────═══─✿
┃ *BismiLLahirrahmaanirraheem*
┗────═══─────────═══─✿
✿ *_KHAWATEEN SPECIAL_* ✿
┌━──✿────────✿──━┐
*AURATON KE LIYE RAMZAN*
*KE MASAIL*
└━──✿────────✿──━┘
╭•∽–∽–∽–∽–∽–∽–∽•╮
┆ *POSТ ՂO☞01*
╰•∽–∽–∽–∽–∽•╮
☞ _*01- MAHAR PER ZAKAAT KA HUKM,*
ⓢ _Mahare Nikaah ki zakaat Mard Aurat ke zimme wajib he ya nahi?
aur Mahar Ada nahi hua lihaza esi Surat me Mahar per zakaat ka hona lazim he ya nahi?
Mard jab Mahar aurat ko de de aur wo miqdaare nisaab ho aur us per saal bhi guzar jaye tab aurat ke zimme uski zakaat wajib hogi, agar wo miqdare nisaab nahi balki isse kam he aur aurat ke paas itni miqdaar mojood he jisko Mahar ke saath milakar poora nisaab ho sakta he to usko milakar zakaat Ada ki jaa’egi, Agar nisaab poora nahi ho sakta to us per zakaat nahi,
"_ isi tarah Mahar vasool hone se pehle zakaat wajib nahi,
* FATAWA MEHMUDIYA, 3/87*
*☞ 02-AURAT KA BAGER SHOHAR KI ITTELA APNE SAMAAN V ZEVER KI ZAKAAT DENA*
ⓢ Jis Aurat ke paas Zever Jahez ka ho wo bager Shohar ko ittela ke Zakaat Ada kar sakti he ya nahi?
Jahez ka Zever aurat ki milk he, uski zakaat uske zimme laazim he, Shohar se ijazat lene aur ittela karne ki zarurat nahi,
* FATAWA DARUL ULOOM , 6/47*
☞ _*03-BIVI KE SAHIBE NISAAB HONE SE SHOHAR SAHIBE NISAAB KA HUKM*
ⓢ_Bivi agar Sahibe nisaab ho to uski vajah se Shohar bhi sahibe nisaab samjha jaa’ega ya nahi?
ⓢ_Aur zakaat aur Qurbani kiske zimme he?
Bivi ke sahibe nisaab hone se shohar sahibe nisaab nahi hota,
Aur Qurbani vagera uske ( shohar ) zimme wajib nahi,
*FATAWA DARUL ULOOM , 6/50*
☞ _ *04- Zevraat jo Barabar na Pehne jaye un per Zakaat ka Hukm,*
ⓢ _Jo zever maah do maah rakh diya aur do maah teen maah barabar pehna gaya aur wo zever baqadre nisaab balki zyada he, us per zakaat he ya nahi?
Zever Sona Chaandi ka jab ba-miqdaar nisaab ho usme zakaat wajib he, chahe istemal kare ya na kare,
*FATAWA DARUL ULOOM , 6/59*
╔┅┅┐
◉ →⚀⊙:➻┐
→ *pαdhє*
→ *αmαl kαrє*
→ *duѕrσ tαk pαhσchαчє*
https://play.google.com/store/apps/details?id=com.islamic.msg.official
*Download App,*
*Telegram_,* https://t.me/IslamicMsgOfficialGroup
☆
☆
By: via Islamic Msg Official