╭┅┄┅┄┅┄┅┄┅┄┅┄┅
│ *вiѕмiʟʟaнiʀ*
│ *ʀaнмanniʀ ʀaнeeм*
╰┅┄┅┄┅┄┅┄┅┄┅┄┅
╭┄┅┅❉══❉♡◐♡❉══❉┅┅┄╮
*🔮Runj Wa Gum Ke Halaat*
*Kaise Guzaren 🔮*
╰┄┅┅❉══❉♡◐♡❉══❉┅┅┄╯
╭•∽–∽–∽–∽–∽–∽–∽•╮
┆ 🌸 *posт ղo☞01*
╰•∽–∽–∽–∽–∽•╮
Qaran e Kareem Me Allah Ta"Ala Ka Irshad hai,
Surah Hadeed Aayat No (22-23)
Jo Masaaib Bhi Ruye Zameen Me Aate Hai Aur Jo Aafaten Bhi Ham Par Aati Hai Wo Sab Usse Pehle Ke Ham Unhe Wujood Me Layen
(Ek Kitab Me Hai Likhi Huyi Mehfooz Aur Tay Shuda Hai)
Isme Koi Shak Nahi Ke Ye Baat Khuda Ke Liye Aasan Hai Ta"Ke Tum ApnI nakami Par Gum NA karte Raho
Yani Taqdeer Par Iman Laane Ka Ek Fayedah Ye Hai Ke Momin Bade Se Bade Gum Ko Bhi Qaza Wa Taqdeer Ka Faisla Samajh Kar Apne Gum Ka ILAAJ Paa Leta Hai Aur Pareshan Nahi Hota Wo Har Muaamle Ki Nisbat Apne Maherban Khuda Ki Taraf Kar Ke Khair Ke Pehlu Par Nigaah Jama Leta Hai Aur Sabar Wa Shukar Karke Har Shar Me Se Apne Liye Khair Nikaalne Ki Koshish Karta Hai,
Nabi E Kareem ﷺ Ka Irshad Hai Momin Ka Muaamla Bhi Khoob Hi Hai Wo Jis Haal Me Bhi Hota Hai Khair Hi Samet Ta Hai Agar Wo Dukh Bimari Aur Tangdasti Se Do Chaar Hota Hai To Sukoon Ke Saath Bardaasht Karta Hai Aur Ye Aazmaish Uske Haq Me Khair Saabit Hoti Hai.
Aur Agar Usko Khushi Aur Khush Haali Naseeb Hoti Hai To Shukar Karta Hai Aur Ye Khush Haali Uske Liye Kahir Ka Sabab Banti Hai.
*🥀Baqi In sha Allah Kal🥀*
*_🔮📗Madni Muaashra_*
*_🔮(Jild No -1-Safa No 144)_*
┏┅━┅━┅━┅━┅━┅━┅─╮
┇ *мυнαммαd Tαвrεz*
┗┅━┅━┅━┅━─╮
🥀🌱🌱🌱🥀🥀🥀🌱🌱🌱🥀