AURATON KE LIYE RAMZAN KE MASAIL POSТ ՂO☞05 - Islamic Msg Official

Ads 720 x 90

Responsive Ads Here

Post Top Ad

Your Ad Spot

Saturday, May 2, 2020

AURATON KE LIYE RAMZAN KE MASAIL POSТ ՂO☞05

▩━───═══─────────═══─✿
┃ *BismiLLahirrahmaanirraheem*
┗────═══─────────═══─✿

      ✿ *_KHAWATEEN SPECIAL_* ✿

┌━──✿────────✿──━┐
 *AURATON KE LIYE RAMZAN*
               *KE MASAIL*
└━──✿────────✿──━┘

╭•∽–∽–∽–∽–∽–∽–∽•╮
┆ 🌸 *POSТ ՂO☞05*
╰•∽–∽–∽–∽–∽•╮

                  ⊙ *R O Z A* ⊙
✰══❖═══▩ஜ۩۞۩ஜ▩═══❖══✰

*6- Haiz wali Aurat ka Ramzan me khana peena ,*

ⓢ_ Agar Ramzan me Aurat khaas Ayyam ki vajah se Roza na rakhe to usko din me khana peena durust he ya nahi?

 Agar Haiz ki vajah se Roza nahi rakha ya Roza rakhne ke baad haiz aa gaya to khana peena jaa’iz he,lekin doosro ke saamne na khaye aur agar din ko haiz se paak hui to din ka baaqi hissa rozadaar ki taraf rehna wajib he,

*📓 Ahsanul Fatawa, 4/428*

☞ _*07. 60 saala Mareeza Fidya de Sakti he ya nahi? ,*

ⓢ_Ek Mareeza Jisko T B ka marz lahiq he aur Umar bhi taqriban 60 saal he aur nihayat kamzor he, Sahat ke asaar nazar nahi aate, Doctoro ne sakhti se mana kiya k roza na rakhe aur agar roza rakhegi to sehat per bura asar padega,
Kya ye Fidya de sakti he?

👉🏻 Agar Aainda zamane me bhi tandurusti ke asaar nazar nahi aate to Fidya dene ki shar’an ijazat he, Ek roze ka fidya Pone do Ser gandum ya iski qeemat he,

*📓 Khairul Fatawa,, 4/75*

☞ *08- Shiddate Pyaas se Jaan ka Khatra ho Jaye to Aftaar ka Hukm,*

ⓢ_ Shiddate pyaas ki haalat gair ho jaye to Aftaar kar sakte hai’n ya nahi?

 Roze ki haalat me agar pyaas itni shiddat lage k jaan khatre me pad jaye to roza todne ki ijazat he,

*📓 Khairul Fatawa,, 4/ 42*

╔┅┅┐
 ◉ →⚀⊙:➻┐
               📃→ *pαdhє*
       📿→ *αmαl kαrє*
👥→ *duѕrσ tαk pαhσchαчє*
*_👇🏾𝐉𝐨𝐢𝐧 𝐓𝐞𝐥𝐞𝐠𝐫𝐚𝐦 𝐂𝐡𝐚𝐧𝐧𝐞𝐥👇🏾_*
https://telegram.me/IslamicMsgofficial
                            ❦❦❦❦
http://IslamicMsgOfficial.blogspot.com
⇧⇧ *Aaj Ki Baat Ke Pichhle Sabhi msgs Ke Liye Link Per Jaye,*
                         
𝐃𝐨𝐰𝐧𝐥𝐨𝐚𝐝 𝐀𝐩𝐩👇🏽
https://play.google.com/store/apps/details?id=com.islamic.msg.official
    ☆

No comments:

Post a Comment

Post Top Ad

Your Ad Spot