Jo Zakaat adaa na Karey - Islamic Msg Official

Ads 720 x 90

Responsive Ads Here

Post Top Ad

Your Ad Spot

Tuesday, May 5, 2020

Jo Zakaat adaa na Karey

🕌🕌🕌

       ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄
         *Bismillahirrahmanirrahim*
       ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄

   *✦​ Jo Zakaat adaa na Karey ✦​*
❁〰〰〰〰〰〰〰〰〰❁

*📚 Hadees:* Rasoolullah ﷺ ne irshaad farmaya: Jo aadmi soney chaandi ka maalik ho aur us ka haq (yaani zakaat) adaa na karey, To Qayamat ke din us soney chaandi ke patrey bana kar jahannam ki aag me tapaaya jaega, Phir us shakhs ke pehlu, peshaani aur kamar ko daaga jaega, Aur ye daagney ka amal Qayamat ke din tak baraabar jaari rahega, Jiski miqdaar pachaas hazaar saal ke baraabar hogi, Yahaan tak ke bandon ke darmiyaan faisla ho jaega, Phir us ka thikana Jannat ya Jahannam hoga.

  - 📔 [Sahih Muslim: 2290]
❁〰〰〰〰〰〰〰〰〰❁
🌎Www.AajkiAchchiBaat.com


No comments:

Post a Comment

Post Top Ad

Your Ad Spot