Ramzan Roza: AURATON KE LIYE RAMZAN KE MASAIL - Islamic Msg Official

Ads 720 x 90

Responsive Ads Here

Post Top Ad

Your Ad Spot

الأحد، 3 مايو 2020

Ramzan Roza: AURATON KE LIYE RAMZAN KE MASAIL

▩━───═══─────────═══─✿
┃ BismiLLahirrahmaanirraheem
┗────═══─────────═══─✿

✿ KHAWATEEN SPECIAL ✿ 

┌━──✿────────✿──━┐
 AURATON KE LIYE RAMZAN
               KE MASAIL
└━──✿────────✿──━┘

╭•∽–∽–∽–∽–∽–∽–∽•╮
┆ 🌸 POSТ ՂO☞06
╰•∽–∽–∽–∽–∽•╮

                   ⊙ R O Z A ⊙
✰══❖═══▩ஜ۩۞۩ஜ▩═══❖══✰

☞ _09- Nifl Roza me Haiz Aa gaya to Qaza Wajib he ,

ⓢ _Ek Aurat ne nifl Roza rakha, din ke kisi hisse me haiz aa gaya to kya paak hone ke baad ye Roza Qaza karna hoga?

👉🏻 is Roza ki Qaza wajib he,

📓 AHSANUL FATAWA,, 4/438

☞  10-Kaffara ke Roze ke darmiyan haiz aa gaya ,

ⓢ _ Agar kisi Aurat ne Roza rakh kar tod diya aur ab use kaffare ke Roze rakhna he, Kaffare ke Roze rakhna shuru kiye to chand Roze ke baad uske maahvari ke din aa gaye, Ab wo Roza nahi rakh sakti, aur kaffare ke Rozo me naaga nahi honi chahiye, Esi Surat me esi Aurat ke bare me kya hukm he?

 Maahvari ki vajah se Kaffare ke roze koi harj nahi, Maahvari khatm hote hi foran roze shuru kar de, isi tarah 60 roze pe dar pe kare,

*_agar maahvari khatm hone ke baad ek din ka bhi naaga kiya to naye sire se 60 roze rakhna padenge,

📓 AHSANUL FATAWA,, 4/ 442


╔┅┅┐
 ◉ →⚀⊙:➻┐
               📃→ pαdhє
       📿→ αmαl kαrє


ليست هناك تعليقات:

إرسال تعليق

Post Top Ad

Your Ad Spot