𝐈𝐬𝐥𝐚𝐦𝐢𝐜 𝐌𝐬𝐠 𝐎𝐟𝐟𝐢𝐜𝐢𝐚𝐥's Post - Islamic Msg Official

Ads 720 x 90

Responsive Ads Here

Post Top Ad

Your Ad Spot

الجمعة، 8 مايو 2020

𝐈𝐬𝐥𝐚𝐦𝐢𝐜 𝐌𝐬𝐠 𝐎𝐟𝐟𝐢𝐜𝐢𝐚𝐥's Post

*MITHAI DAIRY KI ITEMS PAR ZAKAT KA HUKM*

AAJ KA SAWAL NO.2092

Aap ke sawal jawab me padha tha ke Har woh cheez jo saal bhar baqi nahi rehti balke kharab ho jati hai, us par zakat nahi.
to kiya dairy ki dudh banawat ki cheezen, mithai wagairah par zakat wajib nahi ?
Agar wajib hai to kaise nikale ?

JAWAB

حامدا و مصلیا مسلما

Apni jagah par woh bhi qaidah hai ke saal bhar jo cheez baqi nahi rehti jaise sabziyan, fal-frut un par zakat wajib nahi, balke un par ushar hai, jis ke masail aayindah in sha Allah aayenge.
lekin galat fahmi se in dudh ki banawat ki cheezon ko bhi un me shumar kar liya tha, lekin in cheezon par bhi zakat aayegi.
sabzi aur falon ke alawah koi bhi cheez ho jo saal bhar salamat na rehti ho, Bigad jati hai to bhi agar bechne ke liye hai aur nisab ban jata ho aur saal pura hote waqt jitna stock mavjood hai us ki bikri-vechan qeemat gin kar zakat nikalna zaroori hai, agar kisi ne nikali ho to woh ab nikal le.

AALAMGIRI 1-178

SHAMI ZAKARIYA 3-173

و الله اعلم بالصواب

Mufti Imran Ismail Memon Hanafi

Ustaze Darul Uloom Rampura wa Secretry jamiate ulama Surat, Gujarat, India.

*_Join Telegram Channel_*
https://t.me/IslamicMsgofficial
By: via 𝐈𝐬𝐥𝐚𝐦𝐢𝐜 𝐌𝐬𝐠 𝐎𝐟𝐟𝐢𝐜𝐢𝐚𝐥

ليست هناك تعليقات:

إرسال تعليق

Post Top Ad

Your Ad Spot