AETIKAF KA WAQT*
AAJ KA SAWAL NO.2099
Sunnat iatikaf ka waqt kiya hai masnoon iatikaf kitno dino ka karna zarooree hai?
is sal kab se kab tak bethna hai?
JAWAB
Ramzan mubarak ke ashrah e akheerah yani Aakhri das [10] rozon ka iatikaf sunnat hai.
(Huzoor SALALLAHU ALAIHI WASALLAM ne madine me aakar kabhi bhi nahi chhoda)
Is ki shurooaat urdu 20 bis tareekh-roze ki guroobe aftaf ke waqt se hoti hai
(is sal 1441 hijri or 2020 me 14 may jumerat ke din guroobe aftab se pehle muatakif ko bethna zarooree hai)
aur eid ka chand deekhte hi aetikaf khatm ho jata hai.
chand chahe 29 untees ka ho ya 30 tees ka ho dono suraton me sunnat ada ho jati hai
[BAHISHTEE ZEWAR HISSA 11 SAFA 107 SE MAKHOOZ]
MUFTI IMRAN ISMAIL MEMON SURAT GUJRat
*_Join Telegram Channel_*
https://t.me/IslamicMsgofficial
By: via 𝐈𝐬𝐥𝐚𝐦𝐢𝐜 𝐌𝐬𝐠 𝐎𝐟𝐟𝐢𝐜𝐢𝐚𝐥
Post Top Ad
Your Ad Spot
Thursday, May 14, 2020
𝐈𝐬𝐥𝐚𝐦𝐢𝐜 𝐌𝐬𝐠 𝐎𝐟𝐟𝐢𝐜𝐢𝐚𝐥's Post
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
Post Top Ad
Your Ad Spot