𝐈𝐬𝐥𝐚𝐦𝐢𝐜 𝐌𝐬𝐠 𝐎𝐟𝐟𝐢𝐜𝐢𝐚𝐥's Post - Islamic Msg Official

Ads 720 x 90

Responsive Ads Here

Post Top Ad

Your Ad Spot

Friday, May 22, 2020

𝐈𝐬𝐥𝐚𝐦𝐢𝐜 𝐌𝐬𝐠 𝐎𝐟𝐟𝐢𝐜𝐢𝐚𝐥's Post

▓━﷽━▓
┏───────────────────┯ ✿
│ *●◑ ADAAB E ISHQE RASOOL●◑*
_ﷺ_
┗───┯ ✿ *posт ղo☞01*

*▓━ Allah Ta’ala Se Muhabbat KaRaasta itteba e Rasool_ﷺ_Hai,*

▓━━━✿━━━ ▓

✪__Allah Subhan wa Ta’ala ne irshad farmaya k Ey Nabi _ﷺ_Aap Apni Ummat se Farma dijiye k Agar Allah Ta’ala se muhabbat Karna chahte ho – Allah Ta’ala ki Muhabbat Ka tareeqa ye Hai k Meri itteba karo ,Yani Huzoor Sallallahu Alaihivasallam ke Naqsge Qadam per Chalo ,

✪_Is Per ek Baat arz karta hu’n k Jitna Qadam qeemti hota Hai utna hi qeemti Naqsge Qadam hota Hai ,Aur poori Kaaynaat mai Huzoor Sallallahu Alaihivasallam ke qadme Mubarak se badh Kar kisi makhlooq Ka qadam nahi Hai , isliye Allah Ta’ala Apne Mehboob se kehalwa raha Hai k agar Allah Ta’ala se Muhabbat Karna chahte ho to Meri itteba karo ,

✪_ Yani Jo Baat Huzoor Sallallahu Alaihivasallam Tumhe ata farmaye usko sar Aankho per rakh lo aur Jis Baat se Mana farmaye usse Bach jao , Jis Shakhs ne Sarware Aalam Sallallahu Alaihivasallam ke irshade Mubarak mai aur Allah Ta’ala ke irshade Mubarak mai Farq Kiya usne Allah Ta’ala ke irshade Mubarak ki qadar na ki , Kyunki Allah Ta’ala farmate hai’n – mere Rasool tumko Jo ahkaam ataa Farma rahe hai’n unko sar Aankho per rakh lo aur Jis Baat se Huzoor Sallallahu Alaihivasallam Mana farmaye usse ruk jao ,

✪_Allah Ta’ala ne Sarware Aalam Sallallahu Alaihivasallam Ka muqaam Bayan farma Diya k Jin Baato Ka humne Hukm diya unko bhi karo aur Jin Baato Ka hukm hamara Rasool de unko Bhi karo aur Jin cheezo se humne Mana Kiya Hai usse bhi ruko aur Jin cheezo se hamare Rasool Mana karte hai’n unse bhi ruko , Khabardar mere ahkaam Mai aur mere Rasool ke ahkaam mai Farq na Karna Kyunki mere Nabi Apni taraf se kuchh nahi kehte ,Wo mere hi farman ke safeer Hai ,unka Farman Mera hi farman Hai , Jis Cheez ko Allah Ta’ala farmate hai’n Wahi Aap Sallallahu Alaihivasallam ki zubane Mubarak se nikalta Hai ,

*┬ Next – 02 in Sha Allah Soon _,*

* Hazrat Maulana Shah Hakeem Muhammad Akhtar Sahab Reh._,*

▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔
*◐ आदाबे इश्क़ ए रसूल ﷺ◐*

*▓━अल्लाह ताला से मोहब्बत का रास्ता इत्तेबाअ ए रसूल है_*

✪_अल्लाह सुब्हान व ताला ने इरशाद फरमाया की ऐ नबी आप अपनी उम्मत से फर्मा दीजिए कि अगर अल्लाह ताला से मोहब्बत करना चाहते हो तो -
अल्लाह ताला की मोहब्बत का तरीका ये है कि मेरी इत्तेबाअ करो,यानी हुज़ूर सल्लअल्लाहू अलैहि वसल्लम के नक़्शे कदम पे चलो,

✪_इस पर एक बात अर्ज़ करता हु की जितना कदम कीमती होता है उतना ही कीमती नक्शे कदम होता है,और पूरी कायनात में हुज़ूर सल्लअल्लाहू अलैहि वसल्लम के क़दमे मुबारक से बढ़ कर किसी मख़लूक़ का क़दम नही है,इसीलिए अल्लाह ताला अपने मेहबूब से कहलवा रहा है कि अगर अल्लाह ताला से मोहब्बत करना चाहते हो तो मेरी इत्तेबाअ करो,

✪_यानी जो बात हुज़ूर सल्लअल्लाहू अलैहि वसल्लम तुम्हे अता फरमाए उसको सर आंखों पर रख लो और जिस बात से मना फरमाए उससे बच जाओ,जिस शख्स ने सरवरे आलम सल्लअल्लाहू अलैहि वसल्लम के इरशादे मुबारक में और अल्लाह ताला के इरशादे मुबारक में फर्क किया उसने अल्लाह ताला के इरशादे मुबारक की क़दर न की,क्योंकि अल्लाह ताला फरमाते हैं-मेरे रसूल तुमको जो अहकाम अता फर्मा रहे हैं उनको सर आंखों पर रख लो और जिस बात से हुज़ूर सल्लअल्लाहू अलैहि वसल्लम मना फरमाए उससे रुक जाओ,

✪_अल्लाह ताला ने सरवरे आलम सल्लअल्लाहू अलैहि वसल्लम का मुकाम बयान फर्मा दिया कि जिन बातों का हमने हुक्म दिया उनको भी करो और जिन बातों का हुक्म हमारा रसूल दे उनको भी करो और जिन चीजों से हमने मना किया है उससे भी रुक जाओ और जिन चीजों से हमारा रसूल मना करते हैं उनसे भी रुको,खबरदार मेरे अहकाम में और मेरे रसूल के अहकाम में फर्क न करना क्योंकि मेरे नबी अपनी तरफ से कुछ नही कहते,वो मेरे ही फरमान के सफीर है,उनका फरमान मेरा ही फरमान है,जिस चीज़ को अल्लाह ताला फरमाते हैं वही आप सल्लअल्लाहू अलैहि वसल्लम की ज़ुबान मुबारक से निकलता है,

* हजरत मौलाना शाह हकीम मोहम्मद अख्तर साहब रह. _,*

▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔
*✰_Mohataj E Dua_✰*
*𝐈𝐬𝐥𝐚𝐦𝐢𝐜 𝐌𝐬𝐠 𝐎𝐟𝐟𝐢𝐜𝐢𝐚𝐥✰*
*_𝐉𝐨𝐢𝐧 𝐈𝐬𝐥𝐚𝐦𝐢𝐜 𝐓𝐞𝐥𝐞𝐠𝐫𝐚𝐦 𝐂𝐡𝐚𝐧𝐧𝐞𝐥_*
https://telegram.me/IslamicMsgofficial

*_𝐉𝐨𝐢𝐧 𝐈𝐬𝐥𝐚𝐦𝐢𝐜 𝐖𝐡𝐚𝐭𝐬𝐚𝐩𝐩 𝐆𝐫𝐨𝐮𝐩_*
https://chat.whatsapp.com/D1
By: via 𝐈𝐬𝐥𝐚𝐦𝐢𝐜 𝐌𝐬𝐠 𝐎𝐟𝐟𝐢𝐜𝐢𝐚𝐥

No comments:

Post a Comment

Post Top Ad

Your Ad Spot