*SHASH EID KE ROZE KAISE RAKHE?*
AAJ KA SAWAL NO. 2112
Shash eid ke 6 roze kab rakhna aur kab shurua karna chahiye?
6 lagaatar rakhna zaruri hai ya alag alag bhi rakh sakte hain?
JAWAB
حامد و مصلیا و مسلما
Pure shawwal ke mahine me kabhi bhi rakh sakte hain.
Alag alag-faaslah kar ke rakhna behtar hai, musalsal lagaataar rakhna bhi makrooh nahin.
*Not* is se maloom ho gaya ke eid ke 6 din roze rakhkar kar shash,shas eid ke naam se jo eid manayi jati hai us ki koi haqeeqat nahi.musalman ki asal to do hee eid kahlati hai eidul fitr aur eidul adha baqi kehlanewali eid bid'at hai.
Fatawa Darul Uloom 6/491 bahawala Shami
Mufti Imran Ismail Memon Hanafi Chishti.
Ustaad e Darul Uloom, Rampura, Surat, Gujrat, India.
*_𝐉𝐨𝐢𝐧 𝐓𝐞𝐥𝐞𝐠𝐫𝐚𝐦 𝐂𝐡𝐚𝐧𝐧𝐞𝐥_*
https://telegram.me/IslamicMsgofficial
By: via 𝐈𝐬𝐥𝐚𝐦𝐢𝐜 𝐌𝐬𝐠 𝐎𝐟𝐟𝐢𝐜𝐢𝐚𝐥
Post Top Ad
Your Ad Spot
Tuesday, May 26, 2020
𝐈𝐬𝐥𝐚𝐦𝐢𝐜 𝐌𝐬𝐠 𝐎𝐟𝐟𝐢𝐜𝐢𝐚𝐥's Post
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
Post Top Ad
Your Ad Spot