AURATON KE LIYE RAMZAN KE MASAIL POSТ ՂO☞04 - Islamic Msg Official

Ads 720 x 90

Responsive Ads Here

Post Top Ad

Your Ad Spot

الجمعة، 1 مايو 2020

AURATON KE LIYE RAMZAN KE MASAIL POSТ ՂO☞04

▩━───═══─────────═══─✿
┃ *BismiLLahirrahmaanirraheem*
┗────═══─────────═══─✿

✿ *_KHAWATEEN SPECIAL_* ✿

┌━──✿────────✿──━┐
*AURATON KE LIYE RAMZAN*
*KE MASAIL*
└━──✿────────✿──━┘

╭•∽–∽–∽–∽–∽–∽–∽•╮
┆ *POSТ ՂO☞04*
╰•∽–∽–∽–∽–∽•╮

⊙ *R O Z A* ⊙
✰══❖═══▩ஜ۩۞۩ஜ▩═══❖══✰

☞ _*3- Gair Rozadar Shohar ne Rozadar Bivi se Sohbat ki to Kya hukm he?*

ⓢ _Ek Mard bager Roza maahe Ramzan me apni rozadar bivi se is gumaan me k shayad roza se nahi he Sohbat karta he, Bivi ne Samjha mera Roza shohar ko maloom he aur shayad roza me mubashrat jaa’iz hogi, Taaham Mard se daryaft kiya to Mard Foran alag ho gaya, Ab kaffara kiske zimme he?

 Is soorat me agar dakhool ho gaya to kaffara Aurat per laazim he,

* KAFFARA *

ek dafa 60 miskeeno ko khana Khilana aur agar ek dafa 60 miskeeno ko khana nahi khila sakte to ye durust he k ek miskeen ko 60 din tak dono waqt khilate rahe,

Ya rozana usko qeemat nisf saa’a gandum ki dete rahe,

Ya 60 miskeeno ko is tarah qeemat taqseem kare k har miskeen ko ek fitra ki qeemat yani nisf saa’a gandum pone do ser ki qeemat de de,

* Fatawa Darul Uloom, 2/437*

☞ _*04- Roza me lipstick lagana ,*

ⓢ_Aurat ko Roza ki haalat me labo per surkhi lagana jaa’iz he ya nahi?

Jaa’iz he, albatta moonh ke andar jane ka ahatmaal ho to makrooh he,

*Ahsanul Fatawa, 4/424*

╔┅┅┐
◉ →⚀⊙:➻┐
→ *pαdhє*
→ *αmαl kαrє*
→ *duѕrσ tαk pαhσchαчє*

https://telegram.me/IslamicMsgOfficial
*_Join Telegram_,*

*𝐃𝐨𝐰𝐧𝐥𝐨𝐚𝐝 𝐀𝐩𝐩_,* https://play.google.com/store/apps/details?id=com.islamic.msg.official


By: via 𝐈𝐬𝐥𝐚𝐦𝐢𝐜 𝐌𝐬𝐠 𝐎𝐟𝐟𝐢𝐜𝐢𝐚𝐥

ليست هناك تعليقات:

إرسال تعليق

Post Top Ad

Your Ad Spot