*EK FAQEER KO PURA SADQAH E FITR DEN*
AAJ KA SAWAL 2109
A.
Ek Sadqah e fitr ek hee faqeer ko dena zaroori hai ya mutaadad-kai faqeer ko bhi de sakte hai?
B. Kai shakhson ka sadqah e fitr ek hee faqeer ko de sakte hai?
JAWAB
حامدا و مصلیا و مسلما
A.
Behtar ye hai ke ek aadmi ka sadqah e fitr ek hi mustahiq faqeer ko diya jaye.
Ek sadqah e fitr mutaadad fuqaraa ko taqsim kar ke dena kam se kam makruhe tanzihi hai yani munasib nahi.
B
kai logon par wajib hone wala sadqah e fitr ek faqeer ko dene me haraj nahi.
SHAMI BERUT 3/281
SHAMI ZAKARIYA 3/332
ALAMGIRI 1/193
BA HAWALA KITABUL MASAIL 2/205
و الله اعلم بالصواب
Mufti Imran Ismail Memon hanafi chisti.
Ustaad e daarul uloom Rampura surat, Gujarat, India.
*_Join Telegram Channel_*
https://t.me/IslamicMsgofficial
By: via 𝐈𝐬𝐥𝐚𝐦𝐢𝐜 𝐌𝐬𝐠 𝐎𝐟𝐟𝐢𝐜𝐢𝐚𝐥
Post Top Ad
Your Ad Spot
Saturday, May 23, 2020
𝐈𝐬𝐥𝐚𝐦𝐢𝐜 𝐌𝐬𝐠 𝐎𝐟𝐟𝐢𝐜𝐢𝐚𝐥's Post
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
Post Top Ad
Your Ad Spot