NA-PAAKI KI HAALAT ME ROZAH KA HUKM AAJ KA SAWAL NO.2087 - Islamic Msg Official

Ads 720 x 90

Responsive Ads Here

Post Top Ad

Your Ad Spot

Monday, May 4, 2020

NA-PAAKI KI HAALAT ME ROZAH KA HUKM AAJ KA SAWAL NO.2087

*NA-PAAKI KI HAALAT ME ROZAH KA HUKM*

AAJ KA SAWAL NO.2087

Kisi ne bivi se suhbat ki ya ehtalam (night fall) ho gaya aur sahri ka waqt kam tha to na-paaki ki haalat me rozah rakh liya aur subah gusl kare to rozah me kuchh nuqsan aayega?

JAWAB
حامدا و مصلیا و مسلما

Aisa karne se rozah me kuchh khalal ya kharabi nahin aayegi.

MASAILE ROZAH SAFAH 70 BAHAWALA

FATAWA DARUL ULOOM 6/414


Mufti Imran Ismail Memon

Ustaad e daarul uloom Rampura surat, Gujarat, India

*_Join Telegram Channel_*
https://t.me/IslamicMsgofficial
By: via 𝐈𝐬𝐥𝐚𝐦𝐢𝐜 𝐌𝐬𝐠 𝐎𝐟𝐟𝐢𝐜𝐢𝐚𝐥

No comments:

Post a Comment

Post Top Ad

Your Ad Spot