- Islamic Msg Official

Ads 720 x 90

Responsive Ads Here

Post Top Ad

Your Ad Spot

Thursday, June 4, 2020

No.1 Website for Aaj ka Sabaq | HAZRAT MUFTI ASIF LAAJPURI sb db KA
Maah e Shawwaal ul Mukarram ka Special Aaj ka Sabaq No.2



AAJ KA SABAQ by HAZRAT MUFTI ASIF LAAJPURI sb db

Ayyaam e Beez ke Teen Sunnat Rozeh
Pir-MoonDay ka Sunnat Rozah

* Nasaaee Shareef kee Hadees No. 2410 ke Mutabiq Har Mahiney Teen Rozeh rakhna Umar par Rozaah Rakhney Jaisaa hai !!
* Hakim ul Uummat-Mujaddeed e Millat Hazrat Shah AshrafAlee Sahib Thaanvee rh  ki Kitaab  Beheshti Zevar Safha Number 137 ke mutabiq ye Teen Rozho ka Sawaab Ek Saal ke Rozeh ke Barabur hai !!

Ayyaam e Beez ke teen Sunnat Roezeh

13-14-15 Maah e Shawwaal ul Mukarram  1441 ke Mutabiq
06-07-08 June 2020

baroz

Shaneechar-SaturDay/Etwaar-SunDay/Pir-MoonDay

ko hai yaanee es Maah Ayyaam e Beez ke Teen Sunnat Rozoh mein Pir-MoonDay ka Sunnat Rozah bhee Shaameel hein yaanee Do Gunaa Faaydaah...!!

NOTE :
Jin logone abhee tak Maah e Shawwaal ul Mukarram ke 6 Rozeh naheen rakhey uunke liye Sunharaa Mavkaah hein...agar wo 06-07-08 June 2020 ke 3 Rozoh ke SaathSaath 22 June 2020 tak koi bhee 3 Din Rozeh Rakh le toa uunhe 

Ayyaam e Beez ke Teen Sunnat Rozoh kee Fazilat + Pir-MoonDay ke Sunnat Rozeh kee Fazilat aur  Maah e Shawwaal ul Mukarram ke 6 Rozeh kee bhee Fazilat haasil hongee yaanee Teen Gunaa Faaydaah...!



No comments:

Post a Comment

Post Top Ad

Your Ad Spot