*MUNH PR MASK PEHAN KAR NAMAZ PADHNE KA HUKM*
AAJ KA SAWAL NO.2126
Chehre par mask laga kar puri namaz padh sakte hai?
JAWAB
حامدا و مصلیا مسلما
munh pr mask aam haalat me pehnna makruh hai HADEES me is se roka gaya hai lekin abhi qorona viruse ke haalat me hukoom ki lazimi hidayat aur bimari se bachane ke tadbeer ke taur par agar mask lagaye rakhne se namaz me qirat or tasbihat padhne me rukawat na ho to mask pehn krnamaz padhna durust hai.
و الله اعلم بالصواب
DEVBAND KA FATWA
*ISLAMI TAREEKH* :
16 SHAVVALUL MUKARRAM 1441 HIJRI
Mufti Imran Ismail Memon Hanafi
Ustaze Darul Uloom Rampura wa Secretry jamiate ulama Surat, Gujarat, India.
*Ilami baat (msj) sikhaana (felana) ibadat se behtar hai*
*_Join Telegram Channel_*
https://telegram.me/IslamicMsgofficial
By: via 𝐈𝐬𝐥𝐚𝐦𝐢𝐜 𝐌𝐬𝐠 𝐎𝐟𝐟𝐢𝐜𝐢𝐚𝐥
Post Top Ad
Your Ad Spot
Tuesday, June 9, 2020
𝐈𝐬𝐥𝐚𝐦𝐢𝐜 𝐌𝐬𝐠 𝐎𝐟𝐟𝐢𝐜𝐢𝐚𝐥's Post
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
Post Top Ad
Your Ad Spot