𝐈𝐬𝐥𝐚𝐦𝐢𝐜 𝐌𝐬𝐠 𝐎𝐟𝐟𝐢𝐜𝐢𝐚𝐥's Post - Islamic Msg Official

Ads 720 x 90

Responsive Ads Here

Post Top Ad

Your Ad Spot

Saturday, July 25, 2020

𝐈𝐬𝐥𝐚𝐦𝐢𝐜 𝐌𝐬𝐠 𝐎𝐟𝐟𝐢𝐜𝐢𝐚𝐥's Post

SHASH EID KE ALAWAH ROZE ME QAZA KI NIYYAT

AAJ KA SAWAL NO.2172


Shash eid ke roze me qaza ki niyyat saheeh na hona padha tha to kya zul hijjah aur arfah ke roze me qaza roze ki niyyat sahereh hai?
Zulhijjah ki fazeelat hasil hogi?

JAWAB

حامدا و مصلیا مسلما

Taqriban sabhi fataawa me yehi likhaa hai ke shawwal ke nafl roze ke saath qazaa ki niyyat karenge to qazaa rozaa hi adaa hogaa nafl nahi
Albatta kitabullawazil me is tarah likhaa hai ke Agar koi shaks zilhijjaa ki 9 taarikh ko ramazan kaa qazaa rozaa rakhe to aslan ye qazaa rozaa hi shumaar hogaa lekin us din roze ke ehtemaam se ummid hai ke is ki fazeelat bhi haasil hogee Inshaallaah

KITABUN NAWAZIL

و الله اعلم بالصواب

ISLAMI TAREEKH :
RABEEUL AAKHAR 1441 HIJRI


Mufti Imran Ismail Memon Hanafi

Ustaze Darul Uloom Rampura wa Secretry jamiate ulama Surat, Gujarat, India.

𝐃𝐨𝐰𝐧𝐥𝐨𝐚𝐝 𝐀𝐩𝐩
https://bit.ly/IslamicMsgOfficial

𝐉𝐨𝐢𝐧 𝐈𝐬𝐥𝐚𝐦𝐢𝐜 𝐓𝐞𝐥𝐞𝐠𝐫𝐚𝐦 𝐂𝐡𝐚𝐧𝐧𝐞𝐥
https://telegram.me/IslamicMsgofficial

शशा ईद के अलावह रोज़े में क़ज़ा की निय्यत

आज का सवाल २१७२


शशा ईद के रोज़े में क़ज़ा की निय्यत सहीह न होना पढ़ा था, तो क्या ज़ुल हिज्ज और अरफ़ह के रोज़े में क़ज़ा रोज़े की निय्यत सहीह है?
ज़ुलहिज्ज की फ़ज़ीलत हासिल होगी ?

जवाब

حامدا و مصلیا مسلما

पूछी हुई सुरत में क़ज़ा की निय्यत सहीह है, बाज उलमा के नजदीक नफल की फ़ज़ीलत भी हासिल होने कि उम्मीद है इनशा अल्लाह।

किताबंनवाज़िल

و الله اعلم بالصواب

मुफ़्ती इमरान इस्माइल मेमन
उस्ताज़े दारुल उलूम रामपुरा व सेक्रेटरी जमीयते उलमा सूरत शहर, गुजरात, इंडिया

No comments:

Post a Comment

Post Top Ad

Your Ad Spot