𝐈𝐬𝐥𝐚𝐦𝐢𝐜 𝐌𝐬𝐠 𝐎𝐟𝐟𝐢𝐜𝐢𝐚𝐥's Post - Islamic Msg Official

Ads 720 x 90

Responsive Ads Here

Post Top Ad

Your Ad Spot

Tuesday, July 21, 2020

𝐈𝐬𝐥𝐚𝐦𝐢𝐜 𝐌𝐬𝐠 𝐎𝐟𝐟𝐢𝐜𝐢𝐚𝐥's Post

HARAAM AUR NA JAIZ KAMAIWALE KE HISSE KA HUKM AUR FARQ
हराम और ना जाइज कमाई वालों कि कुरबानी में शिरकत का हुक्म

AAJ KA SAWAL NO.2168


Jis ki kamai saaf haraam ho aur jis ki kamai makrooh ho un ke bade janwar me hisse lene me kya farq hai ahsanul fatawa me na jaiz aur kitabun nawazil jaiz likha hai in dono me kya tatbeeq-jod Hai?

JAWAB

Jis ki kamai saaf haraam ho jaise juwa, sharab, sood ka karobar aur chori ki wahi na jaiz haraam raqam se shirkat kare to woh khud in raqam ka sharee taur par malik nahi huwa hai isliye kisi bhi shareek ki qurbani saheeh nahi hogi aur makrooh aur na jaiz karobar ho jaise raakhi, patang wagairah bechna to us se un raqam woh malik ho jata hai lihaza aese makrooh karobar wale ke sath shirkat saheeh ho jayegi aur qurbani ada ho jayegi kitabun nawazil me ha jo jawaz likha hai is se yahi surat murad hai

MUSTAFAD AZ KITABUN NAWAZIL


ISLAMI TAREEKH :
ZEE QA`DAH 1440 HIJRI


Mufti Imran Ismail Memon Hanafi Chishti.
Ustaze Darul Uloom Rampura, Surat, Gujarat, India.

𝐃𝐨𝐰𝐧𝐥𝐨𝐚𝐝 𝐀𝐩𝐩
https://bit.ly/IslamicMsgOfficial

𝐉𝐨𝐢𝐧 𝐈𝐬𝐥𝐚𝐦𝐢𝐜 𝐓𝐞𝐥𝐞𝐠𝐫𝐚𝐦 𝐂𝐡𝐚𝐧𝐧𝐞𝐥
https://telegram.me/IslamicMsgofficial

हराम और नाजायज़ कमाई वाले के हिस्से में फ़र्क़

आज का सवाल नंबर २१६८


जीस की कमाई साफ़ हराम हो,
और जीस की कमाई मकरूह हो,
उन के बड़े जानवर में हिस्से लेने में क्या फ़र्क़ है ?
अहसनुल फ़तावा में नाजायज और किताबुनवाज़िल में जायज लिखा है इन दोनों में क्या तटबिक (जोड़) हैं?

जवाब
حامدا و مصلیا مسلما

जीस की कमाई साफ़ हराम हो जैसे जुआ, शराब, सूद का कारोबार और चोरी की वही नाजाइज़ हराम रक़म से शिरकत करे तो वह खुद इन रक़म का शरई तौर पर मालिक नहीं हुवा है, इसलिए किसी भी शरीक की क़ुरबानी सहीह नहीं होगी।

और मकरूह कारोबार हो जैसे राखी, पतंग वगैरह बेचना तो उस से उन रक़म का वह मालिक हो जाता है, लिहाज़ा ऐसे मकरूह कारोबार वाले के साथ शिरकत सहीह हो जाएगी और क़ुरबानी अदा हो जाएगी।
किताबंनवाज़िल में जो जवाज़ लिखा है इस से यही सुरत मुराद है।

मुसतफद अज़ किताबंनवाज़िल

No comments:

Post a Comment

Post Top Ad

Your Ad Spot