𝐈𝐬𝐥𝐚𝐦𝐢𝐜 𝐌𝐬𝐠 𝐎𝐟𝐟𝐢𝐜𝐢𝐚𝐥's Post - Islamic Msg Official

Ads 720 x 90

Responsive Ads Here

Post Top Ad

Your Ad Spot

Monday, July 27, 2020

𝐈𝐬𝐥𝐚𝐦𝐢𝐜 𝐌𝐬𝐠 𝐎𝐟𝐟𝐢𝐜𝐢𝐚𝐥's Post



بِسْـــمِ الْلـــّٰـهِ الـْـرَّحْـمـٰـنِ الـْـرَّحِیــمْ
❉ ╤╤╤╤╤╤╤╤ ✿ ╤╤╤╤╤╤╤╤ ❉
•·•·•·•·•·•·•·•·•·•·•·•·•·•·•·•·•·•·•·•·•·•
AURTON KE BAHOT
AHAM MASAIL
•·•·•·•·•·•·•·•·•·•·•·•·•·•·•·•·•·•·•·•·•·•
❉ ╧╧╧╧╧╧╧╧ ✿ ╧╧╧╧╧╧╧╧ ❉

Post No_ 38
⊙✧•✧⊙✧•✧⊙

★ MASAIL-E-TAHARAT ★


Namaz ki Ahmiyat ke liye bas yahi kaafi hai, Ke Musalman Aur Kaafir me Farq yahi Namaz karti hai, Qurane Kareem me 82 maqamaat par Allah Ta’ala ne Namaz ki Takeed Farmayi, Qayamat ke Din Jab Tamaam logo’n ko Jama kiya Jayega, Us Din Sabse Pehla Sawaal Namaz Se Mut’alliq Hoga, Allah Ta’ala ne Insaan ko Sirf Aur Sirf Apni Bandgi ke liye Paida Farmaya hai Aur is Bandgi ko, Baja lane ke liye isee tamaam sahulat muhaiya kar di, Iske Baad Allah Ta’ala Apne Bandon se iska izhaar chahta hain,Namaz ke liye Takbeer-E-Tehrima Ya ”Allahu Akbar” keh kar Namaz me Dakhil Hona Shart hai, Baqi Qayaam, Ruku, Sajda, Qoma, Jalsa Aur Tashahud, Qa’ada Akhirah ke Saath Namaz ko Adaa Kiya Jata Hai,

KHAWATEEN KE FIQHI MASAIL
⊙✧•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•°•✧⊙
https://bit.ly/IslamicMsgOfficial

No comments:

Post a Comment

Post Top Ad

Your Ad Spot