हेयर ट्रांसप्लांट - सर में बाल फिट करने का और उस पर ग़ुस्ल का हुकम
आज का सवाल नंबर २२५५
सर में जहाँ बाल ना हो, वहां नई टेक्नोलॉजी हेयर ट्रांसप्लांट के ज़रिये से बाल हमेशा के लिए फिट करवाना कैसा है ? उस से ग़ुस्ल और वज़ू होगा ?
जवाब
حامدا و مصلیا مسلما
अगर वह बाल इंसान के ना हो, बल्कि ख़िन्ज़ीर (पिग) के अलावह किसी जानवर या आर्टिफीसियल - बनावटी हो, या उसी आदमी के जिस्म के किसी और हिस्से के हो, और वही अपने बाल सर में ट्रांसप्लांट कराये तो गुंजाईश है।
अगर वो निकलते नहीं बल्कि फिक्स है, तो असल बालों के हुक्म में होकर उसपर ग़ुस्ल और वज़ू हो जाएगा।
ऑनलाइन फ़तवा दारुल उलूम देओबन्द, फतवा नंबर ३०९-५०४
मसाइल-ए-ग़ुस्ल से माखूज़
و الله اعلم بالصواب
*इस्लामी तारीख़*
२८ सफरुल मुझफ्फर १४४२ हिजरी
मुफ़्ती इमरान इस्माइल मेमन
उस्ताज़े दारुल उलूम रामपुरा, सूरत, गुजरात, इंडिया.
https://bit.ly/IslamicMsgOfficial
HAIR TRANSPLANT - SAR ME BAAL FIT KARNE KA AUR US PAR GUSL KA HUKM..!
AAJ KA SAWAL No. 2255
Sar me Jahan Baal Naa Ho, Wahan New Technology Hair Transplant Ke Zariye Se Baal Hamesha Ke Liye Fit Karwana Kaisa Hai, Us Se Gusl Aur Wazu Hoga...?
JAWAB
حامدا و مصلیا مسلما
Agar zaroorat ho aur Woh Baal Insan ke Naa Ho, Balke Khinzeer (Pig) Ke Alawah Kisi Janwar Yaa Artificial - Banawati Ho, Yaa Usee Aadmi Ke Jism Ke Kisi Aur Hisse Ke Ho, Aur Wahi Apne Baal Sar mein Transplant Karaye To Gunjaish Hai.agar woh baal Insan ya khinzir-suvvar ke ho to jaiz nahi
Agar Wo Nikalte Nahi Balke Fix Hai, To Asal Balon ke Hukm mein Hokar Uspar Gusl Aur Wazu Ho Jayega.
ONLINE FATAWA DARUL ULOOM DEOBAND. FATWA No. 309-504
MASAIL-E-GUSL SE MAKHOOZ
و الله اعلم بالصواب
* ISLAMI TAREEKH* :
28 SAFARUL MUZZAFR 1442 HIJRI
Mufti Imran Ismail Memon Hanafi
Ustaze Darul Uloom,
Rampur Surat, Gujarat, India.
*ILmi Baat (Msg) Sikhaana (Phelana) Ibadat Se Behtar hai*
*DEEN SEEKHE AUR SIKHAYEN*
ROZANA 4 ZABAN URDU, ENGLISH, HINDI, GUJRATI ME AUR URDU AUDIO ME SIRF EK MASLA AUR QURAN KA PAIGAM HEE BHEJA JAYEGA, IS GROUhttps://bit.ly/IslamicMsgOfficial
HAIR TRANSPLANT - SAR ME BAAL FIT KARNE KA AUR US PAR GUSL KA HUKM..!
AAJ KA SAWAL No. 2255
Sar me Jahan Baal Naa Ho, Wahan New Technology Hair Transplant Ke Zariye Se Baal Hamesha Ke Liye Fit Karwana Kaisa Hai, Us Se Gusl Aur Wazu Hoga...?
JAWAB
حامدا و مصلیا مسلما
Agar zaroorat ho aur Woh Baal Insan ke Naa Ho, Balke Khinzeer (Pig) Ke Alawah Kisi Janwar Yaa Artificial - Banawati Ho, Yaa Usee Aadmi Ke Jism Ke Kisi Aur Hisse Ke Ho, Aur Wahi Apne Baal Sar mein Transplant Karaye To Gunjaish Hai.agar woh baal Insan ya khinzir-suvvar ke ho to jaiz nahi
Agar Wo Nikalte Nahi Balke Fix Hai, To Asal Balon ke Hukm mein Hokar Uspar Gusl Aur Wazu Ho Jayega.
ONLINE FATAWA DARUL ULOOM DEOBAND. FATWA No. 309-504
MASAIL-E-GUSL SE MAKHOOZ
و الله اعلم بالصواب
* ISLAMI TAREEKH* :
28 SAFARUL MUZZAFR 1442 HIJRI
Mufti Imran Ismail Memon Hanafi
Ustaze Darul Uloom,
Rampur Surat, Gujarat, India.
*ILmi Baat (Msg) Sikhaana (Phelana) Ibadat Se Behtar hai*
*DEEN SEEKHE AUR SIKHAYEN*
ROZANA 4 ZABAN URDU, ENGLISH, HINDI, GUJRATI ME AUR URDU AUDIO ME SIRF EK MASLA AUR QURAN KA PAIGAM HEE BHEJA JAYEGA, IS GROUP ME KUCH BHI BHEJ NAHI SAKTE HO.
Post Top Ad
Your Ad Spot
الجمعة، 16 أكتوبر 2020
𝐈𝐬𝐥𝐚𝐦𝐢𝐜 𝐌𝐬𝐠 𝐎𝐟𝐟𝐢𝐜𝐢𝐚𝐥's Post
Tags
# Islamic Msg Official
Islamic Msg Official
Tags:
Islamic Msg Official
الاشتراك في:
تعليقات الرسالة (Atom)
Post Top Ad
Your Ad Spot

