𝐈𝐬𝐥𝐚𝐦𝐢𝐜 𝐌𝐬𝐠 𝐎𝐟𝐟𝐢𝐜𝐢𝐚𝐥's Post - Islamic Msg Official

Ads 720 x 90

Responsive Ads Here

Post Top Ad

Your Ad Spot

السبت، 6 فبراير 2021

𝐈𝐬𝐥𝐚𝐦𝐢𝐜 𝐌𝐬𝐠 𝐎𝐟𝐟𝐢𝐜𝐢𝐚𝐥's Post

╭ *﷽* ╮
┌═
┇ *ِHALAAL - HARAAM*
┻───────────────✿
*★ POST NO-67 ★*

┅┈•✿ ͜✯  ͜͡ ۝͜͡  ✯͜ ✿•┄┅​

*╠☞ Islam mai Rehbaniyat ( Tarke Duniya ) Nahi hai _,*

❀__ Islam ne Jinsi khwahish ko be lagaam nahi chhoda hai k Azaad Jaanwar ki tarah Jis Raah per Chahe chal pade ,balki is per Mazboot giraft rakhi hai , Chunache islam ne Zina hi ko nahi uske Asbaab ko bhi Haraam qaraar diya Hai,Lekin Doosri Taraf islam ese Rehbaniyat Ka Mukhtalif hai Jo fitri khwahish se takrane Wala ho ya usko sire se khatm Kar dena chahte ho ,isliye islam ne Nikaah ki Targeeb di hai aur gair shaadishuda rehne ya Apne ko khassi Kar lene ki muma'anat ki hai , Lihaza kisi Musalman ke liye theek nahi k Wo isteta'at ke bavjood Nikaah se is Bina per airaaz kare k Wo Duniya se qata Talluq kar ke Allah ka Ho Kar rehna chahta hai ya Yaksu ho Kar ibaadat Karna chahta hai ,

❀__ Baaz Ashabe Rasool Sallallahu Alaihivasallam mai Tarke Duniya Ka ruhjaan Paida ho gaya tha ,Lekin Jese hi Nabi Kareem Sallallahu Alaihivasallam ko iski ittela Hui Aap Sallallahu Alaihivasallam ne elaan farmaya k Tarke Duniya islam ki Raah se fir jaana aur Sunnate Nabvi Sallallahu Alaihivasallam se Airaaj hai , Sayyadna Abu Qalaba Bayan karte hai'n :-

"__ Kuchh Ashaabe Rasool ne Taarike Duniya banne , Aurto'n ko chhodne aur Rehbaniyat akhtyar karne Ka iraada kiya ,Lekin Rasulullah Sallallahu Alaihivasallam ne is per Sakht giraft karte hue farmaya :- Tumse pehle ke log Deen mai tashaddud (zyadti) akhtyar karne ki vajah se Halaak ho gaye , Unhone jab Tashaddud akhtyar Kiya to Allah ne bhi Unke Saath tashaddud Ka Maamla Kiya , Unhi Ke ye akhlaaf ( Bure janasheen ) hai'n Jo Dayaar aur Khanqaaho mai paye Jate hai'n, Pas Allah ki ibaadat Karo aur kisi ko uska Shareek na thehra'o ,Hajj Karo ,Umrah Karo aur Raasti ( Sachchayi ) akhtyar Karo k Tumhare Saath Bhi Raasti (Sachchayi) Ka Maamla kiya Jaye _," *( Tafseer Tibri -917)*

Raavi kehte hai'n ,ese hi logo ke bare mai ye Aayat Naazil Hui :- "_ Ey imaan lane Walo ! Jo Pakiza cheeze Allah ne Tumhare liye Halaal ki hai'n unhe Haraam na thehra'o aur na khud se tajawuz Karo ,Allah Had se Tajawuz karne walo ko pasand nahi karta _," *( Surah Al Maa'ida-87)*

* Islam mai Haraam v Haraam-Haraam-254*

┵━━━━━━❀━━━━━━━━━━━━╯
        ┇
        ┻───────────────✿
*╠☞इस्लाम में रेहबानियत (तर्क-ए-दुनिया)_,*

*❀__इस्लाम ने जिन्सी ख्वाइश को बेलगाम नहीं छोड़ा है के आज़ाद जानवर की तरह जिस राह पर चाहे चल पड़े, बल्कि इसपर मज़बूत गिरफ्त रखी है, चुनांचे इस्लाम ने ज़िना ही को नहीं उसके असबाब को भी हराम क़रार दिया है, लेकिन इस्लाम इसे रहबानियत का मुख़्तलिफ़ है जो फ़ितरी ख्वाइश से टकराने वाला हो या उसको सिरे से ख़त्म कर देना चाहते हो, इसलिए इस्लाम ने निकाह की तर्गीब दी है और ग़ैर शादीशुदा रहने या अपने को खस्सी कर लेने की मुमाअनत की है, लिहाज़ा किसी मुसलमान के लिए ठीक नहीं के वो ताक़त के बावजूद निकाह से इस बिना पर ऐतराज करे के वो इस दुनिया से कता ताल्लुक़ कर के अल्लाह को होकर रहना चाहता है या यक्सू होकर इबादत करना चाहता है,

__बाज़ असहाबे रसूल सल्लल्लाहु अलैहि व सल्लम में तर्क-ए-दुनिया का रुझान पैदा हो गया था, लेकिन जैसे ही नबी करीम सल्लल्लाहु अलैहि व सल्लम को इसकी ईत्तेला हुयी आप सल्लल्लाहु अलैहि व सल्लम ने फ़रमाया के तर्क-ए-दुनिया इस्लाम की राह से फिर जाना और सुन्नते नबवी सल्लल्लाहु अलैहि व सल्लम से ऐराज़ है, हज़रत अबु कलाबा बयान करते है :-
"__कुछ असहाबे रसूल ने तारीके दुनिया बनने, औरतों को छोड़ने और रहबानियत इख्तियार करने का इरादा किया, लेकिन रसूलुल्लाह सल्लल्लाहु ने इस पर सख़्त गिरफ़्त करते हुए फ़रमाया:- तुमसे पहले के लोग दीन में ज़्यादती इख्तियार करने की वजह से हलाक हो गए, उन्होने जब ज़्यादती इख्तियार किया तो अल्लाह ने भी उनके साथ ज़्यादती का मामला किया, उन्हीं के ये अख्लाफ(बुरे जानशीन) है जो दयार और ख्वानखाह में पाए जाते है, बस अल्लाह की इबादत करो किसी को उसका शरीक ना ठहराओ, हज करो, उमरा करो और सच्चाई इख्तियार करो के तुम्हारे साथ भी सच्चाई का मामला किया जाए_," *(तफ्सीर तीब्री-917)*

ليست هناك تعليقات:

إرسال تعليق

Post Top Ad

Your Ad Spot