𝐈𝐬𝐥𝐚𝐦𝐢𝐜 𝐌𝐬𝐠 𝐎𝐟𝐟𝐢𝐜𝐢𝐚𝐥's Post - Islamic Msg Official

Ads 720 x 90

Responsive Ads Here

Post Top Ad

Your Ad Spot

Saturday, October 30, 2021

𝐈𝐬𝐥𝐚𝐦𝐢𝐜 𝐌𝐬𝐠 𝐎𝐟𝐟𝐢𝐜𝐢𝐚𝐥's Post


*✭﷽✭*
╭┅━┅━┅┅━─────━┅┅━┅━┅╮
* QAYAMAT KE AHWAAL *
╰┅━┅━┅┅━─────━┅┅━┅━┅╯
*★ POST NO-31 ★*
*╂───────────╂*
*☞_ Hisaab Kitaab Ka Agaaz-3_❥*
*❀_Aur Surah kahaf mai Hisaab Kitaab ke Waqt ki Haalat is tarah Bayan ki gayi hai :-*
*“__ Aur saamne aaye Tere Rab ke Saf baandh Kar, Aa pahunche tum hi hamare Paas Jesa Humne banaya Tha tumko pehle baar Nahi tum to kehte they k na muqarrar karenge hum Tumhare liye koi Vaada , aur raKha jayega Hisaab Ka Kaagaz ,Fir Tu dekhe gunahgaaro ko darte hai’n usse Jo usme likha hai, Aur Kehte hai’n Haay kharabi ! Kesa hai ye Kaagaz ? Nahi chhooti isse chhoti Baat aur na badi Baat ,Jo isme nahi aa gayi, Aur Payenge Jo kuchh Kiya hai Saamne , Aur Tera Rab Zulm na Karega kisi per _,”*

* Surah Al Kahaf – 48-49,*

*❀__ Shuru Shuru mai Kuffaar v Munafiqeen aur Bad Amal, A’amaal dekh Kar kuchh hujjat aur bahas ki koshish karenge Lekin khud Unke A’aza v Jawarah hi Unke khilaf gawahi denge Jiske Baad Kisi ko Hujjat Ka moqa hi nahi rahega aur ye bhi tamanna karenge k Unhe ek martaba Duniya mai bhej diya Jaye ,Magar isse bhi inkaar Kar diya jayega, Us Din Sarkasho ki Ruswaa’i Na-qabile Bayan hogi ,Sar jhuke hue honge ,Chehre Siyaah honge ,Aankhe neeli ho jayengi aur Wahshat aur Ghabrahat ke maare Cheekho Pukaar macha rahe honge , Allah Hum sabki hifazat Kare _,*

╞━━•Reƒ•━━╞
* Allah Se Sharm Kijiye ,Baab -6 Qayamat Ke Ahwaal_,*
•┄┄┅┅━━═۞═━━┅┅┄┄•
https://T.me/IslamicMsgOfficial
Telegram

https://www.youtube.com/IslamicMsgOfficial
Subscribe Our YouTube Channel
❦❦❦❦
https://bit.ly/IslamicMsgOfficial
⇧⇧ Aaj Ki Baat Ke Pichhle Sabhi msgs Ke Liye Link Per Jaye, ⌊﹁﹁﹁﹁﹁﹁﹁﹁﹁﹁⌋

No comments:

Post a Comment

Post Top Ad

Your Ad Spot