𝐈𝐬𝐥𝐚𝐦𝐢𝐜 𝐌𝐬𝐠 𝐎𝐟𝐟𝐢𝐜𝐢𝐚𝐥's Post - Islamic Msg Official

Ads 720 x 90

Responsive Ads Here

Post Top Ad

Your Ad Spot

Sunday, October 24, 2021

𝐈𝐬𝐥𝐚𝐦𝐢𝐜 𝐌𝐬𝐠 𝐎𝐟𝐟𝐢𝐜𝐢𝐚𝐥's Post





*QURAN AUR HADEES KI ROSHNI MEIN*



*SIRF 5 MINUTE KA MADARSA*



*Post No 235*


*·•●✿ Apne Bachhe Ka Inkar Karna*

*Rasoolullah Sallallahu Alaihi Wasallam Ne Farmaya Jo shakhs Apne Bachche ka inkar karega (yani kahe ki mera Bachha nahi hai) Haalanki Wo Ye Janta hai ke Uska Bachha hai To Allah Ta'ala Usko Apni Rehmat se Dur karega Aur Qayamat ke Din Agle Aur Pichle Tamam Logon ke Samne Usko Ruswa kiya Jayega.*

* Nasai 3511*

*·•●✿ Jannat Ke Zewrat*

*Quran Mein Allah Ta'ala farmata hai Jo log Imaan Laye Aur Neik Amal kiye Allah Ta'ala Unko Jannat ke Aise Bago Me Dakhil Karega Jiske Niche Naher Jaari Hongi Aur Un Bago me unko Sone (Gold) ke kangan Aur Moti ke haar Pehnaye Jayenge Aur Unka Libas Khalis Resham Hoga.*

* Sure Haj 23*


*Next Part 236 In'Sha ALLAH*

•─━━━━━══════━━━━━─•

→ *ƑOƦWΑƦD TO ALL GROUPS* ━═─────────────────═━

No comments:

Post a Comment

Post Top Ad

Your Ad Spot