Uske Bilmuqabil Company ka Hal ye he ke voh log Pehle hi se Bata dete he ke Tumko itni Raqam Bharna hoga aur Itni Muddat me Bharna hoga aur who bhi Qishtvar har Mahina Itna Itna Bharna Hoga chahe tum Muddat Muaiyyina se Pehle Bharo ya Waqt per bharo Raqam ki Miqdar me Koi Farq Nahi Hoga. To Kya is surat me company se Gadi Kharidna Jaiz hoga?.Kyunki Isme Bazahir to Surat kharedne ki Nazar aati he. Company ki Taraf se gadi Aur Hamari Taraf se Peaise. Aur Hukumat ne bhi Apne Zati Peaiso se Naqad Gaadiya kharidne per Pabandiya Laga rakhi he.
*JAWAB*
حامدا و مصلیا مسلما
Compani se Gadi kharidne ki jo surat saval me Mazkoora he wo Shara’an Jaiz aur Durust he. Aur isme Shara’ee Aetebar se Sood Lazim Nahi aata. Iske Bar Khilaf Bank ke zariye Gaadi Kharidne me Sood Ka Irtekab Lazim Aata he, is liye Bank Wali Surat Chhodkar Jaiz surat Ikhtiyar ki Jaye. Fa
و الله اعلم بالصواب
MAHMOODUL FATAWA 6/46-47
Mufti Imran Ismail Memon Hanafi
Ustaze Darul Uloom,
Rampur Surat, Gujarat, India
Post Top Ad
Your Ad Spot
Monday, November 8, 2021
𝐈𝐬𝐥𝐚𝐦𝐢𝐜 𝐌𝐬𝐠 𝐎𝐟𝐟𝐢𝐜𝐢𝐚𝐥's Post
Tags
# Islamic Msg Official
Islamic Msg Official
Tags:
Islamic Msg Official
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
Post Top Ad
Your Ad Spot

