☆
▤━─━─━▓━﷽━▓━─━─━▤
*⊙ TOHFA E KHAWATEEN ⊙*
┗───┯ ✿ *posт ղo☞81*
•═══▦☆☆▦═══•
*FAZA'ILE QUR'AN-ZIKRULLAH*
⊙———⊙———⊙———⊙———⊙
*┱✿ Surah Kahaf Ki Fazilat_,*
*┱_ Surah Kahaf 15 ve Pare mai hai , Is Soorat ko padhne ki bahut Fazilat waarid hui hai, Hazrat Abu Saied Raziyallahu Anhu se rivayat hai k Rasulullah Sallallahu Alaihivasallam ne farmaya k jisne Juma ke din Surah Kahaf Padh li Uske liye dono Jumo ke darmiyan Noor Roshan rahega _,”*
* Bayhiqi fil Da’awaatul Kabeer _,*
*┱_ Yani uska Dil Munawwar rahega ya ye matlab hai k Juma ke din ek baar iske Padh lene se uski qabr mai baqadr ek hafte ke Roshni rahegi , Agar koi har Juma ko padh liya kare to use maut ke baad bhi Noor hi naseeb hoga , Go tamaam A’amaal e Saleha hi Roshni ka sabab Hai’n ,*
*┱_ Hazrat Abu Daowd Raziyallahu Anhu se rivayat hai k Rasoole Akram Sallallahu Alaihivasallam ne irshad farmaya k Jisne Surah Kahaf ke awwal ki Teen Ayaat padh le WO Dajjaal ke Fitne se mehfooz rahega _,”*
* Ravaah Tirmizi _,”*
•═══▦☆☆▦═══•
*Ref- TOHFA E KHAWATEEN_,* ┏─═┄┅┄┅┄┅┄┅┄┅┄┅┄┅┄┅┄┅┄✪
https://bit.ly/IslamicMsgOfficial
☆
Post Top Ad
 Your Ad Spot
السبت، 13 نوفمبر 2021
𝐈𝐬𝐥𝐚𝐦𝐢𝐜 𝐌𝐬𝐠 𝐎𝐟𝐟𝐢𝐜𝐢𝐚𝐥's Post
Tags
# Islamic Msg Official
      
Islamic Msg Official
Tags:
Islamic Msg Official
الاشتراك في:
تعليقات الرسالة (Atom)
Post Top Ad
 Your Ad Spot

