*⚵╭ ﷽ ╮⚵*
╭•∽–∽–∽–∽–∽–∽–∽–∽–∽•╮
✿ *JANNAT-KE-HASEEN MANAZIR* ✿
╰•∽–∽–∽–∽–∽–∽•╮
*PART–26*
┅┅━━═۞═━━┅
*☞_ Har Amal Ka Ek Darwaza,*
*⚃➠Hazrat Abu Huraira Raziyallahu Anhu farmate hai’n k Janabe Rasulullah Sallallahu Alaihivasallam ne irshad farmaya:-*
*“__ Har tarah ke Amal karne wale ke liye Jannat Ke darwazo mai se ek darwaza hai Usi Amal ki vajah se unko usse bulaya jayega _,”*
* Musnad Ahmad, 2/449 Majmauz Zawa’id ,10/398,*
*⚃➠Hazrat Abu Huraira Raziyallahu Anhu farmate hai’n k Janabe Rasulullah Sallallahu Alaihivasallam ne irshad farmaya :-*
*“__ Jab Qayamat ka Din hoga to insaan ko uske aksar Amal ke lihaaz se pukara jayega agar uski Namaz achchhi Roza achchha tha to usse pukara jayega ,agar uska Jihaad achchha tha to usse pukara jayega,*
*Hazrat Abu Bakar Raziyallahu Anhu ne arz kiya :- Ya Rasulullah ! Kya waha’n koi Shakhs esa bhi hoga jisko do Amalo ke saath pukara jayega?*
*Aap Sallallahu Alaihi vasallam ne irshad farmaya:- Haa’n Aap honge _,”*
. * Musnad Bizzaar , Majmauz Zawa’id, 10 /398,*
•┄┄┅┅━━═۞═━━┅┅┄┄•
https://bit.ly/IslamicMsgOfficial
⌊﹁﹁﹁﹁﹁﹁﹁﹁﹁﹁⌋
⚵⚵
Post Top Ad
Your Ad Spot
السبت، 1 يناير 2022
𝐈𝐬𝐥𝐚𝐦𝐢𝐜 𝐌𝐬𝐠 𝐎𝐟𝐟𝐢𝐜𝐢𝐚𝐥's Post
Tags
# Islamic Msg Official
Islamic Msg Official
Tags:
Islamic Msg Official
الاشتراك في:
تعليقات الرسالة (Atom)
Post Top Ad
Your Ad Spot

