𝐈𝐬𝐥𝐚𝐦𝐢𝐜 𝐌𝐬𝐠 𝐎𝐟𝐟𝐢𝐜𝐢𝐚𝐥's Post - Islamic Msg Official

Ads 720 x 90

Responsive Ads Here

Post Top Ad

Your Ad Spot

الثلاثاء، 15 مارس 2022

𝐈𝐬𝐥𝐚𝐦𝐢𝐜 𝐌𝐬𝐠 𝐎𝐟𝐟𝐢𝐜𝐢𝐚𝐥's Post




*QURAN AUR HADEES KI RAOSHNI MEIN*


*SIRF 5 MINUTE KA MADARSA*

*Post No 292*

*·•●✿ Apne Ghar Walon Ko Namaz Ka Hukum Dena*

*Quraan Mein ALLAH TA'ALA farmate hai Aap Apne Ghar Walon ko Namaz ka Hukum karte rahiye Aur khud bhi Namaz ke paband rahiye ham Aapse Rozi talab nahi karte Rozi toh hum aapko denge Aur Achha anjam toh parhezgari hi hai.*

* Surah Taha : 132*

*·•●✿ Dozakhi Ke Honth*

*Hazrat Abu saeed Se Riwayat hai ke RASOOLULLAH ﷺ ne (Wĺahum fiha kalihun) ke tafsir me farmaya Dozakh ki Aag Chehre ko Aisa bhoon Degi ke Dozakhi ka Upar ka honth Upar ko chadh jayega yaha tak ke Sar ke darmiyan Jaa pahuchega Aur Uska Niche ka honth latak Jayega yahan tak ke Woh Dozakhi ki Naak tak Pahunch Jayega.*

* Tirmizi : 2587*


*Next Part 293 In'Sha ALLAH*

•─━━━━━══════━━━━━─•

→ *ƑOƦWΑƦD TO ALL GROUPS* ━═─────────────────═━
https://bit.ly/IslamicMsgOfficial

ليست هناك تعليقات:

إرسال تعليق

Post Top Ad

Your Ad Spot