𝐈𝐬𝐥𝐚𝐦𝐢𝐜 𝐌𝐬𝐠 𝐎𝐟𝐟𝐢𝐜𝐢𝐚𝐥's Post - Islamic Msg Official

Ads 720 x 90

Responsive Ads Here

Post Top Ad

Your Ad Spot

الاثنين، 14 مارس 2022

𝐈𝐬𝐥𝐚𝐦𝐢𝐜 𝐌𝐬𝐠 𝐎𝐟𝐟𝐢𝐜𝐢𝐚𝐥's Post



       ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄
         *Bismillahirrahmanirrahim*
       ┄─═✧═✧═✧═✧═─┄

            *♡ Tohfa-e-Nikaah ♡*
            
                  *​✾ Part - 51 ✾*
❁✸❁✸❁✸❁

*✾ Jab Shohar Apni Zaroorat Poori Karne Ke Liye Bulaaye, To Use Poora Kare*

✺ Rasoolullah ﷺ ne farmaya: Agar kisi mard ne apni biwi ko apne bistar par bulaya lekin usne aane se inkaar kar diya aur mard us par gussa ho kar so gaya to subah tak farishte us aurat par laanat karte rahte hain.

[Bukhari: 3237]

✺ Isi tarah ek aur Hadees mein hai ke Rasoolullah ﷺ ne farmaya: Jab shohar (husband) apni biwi ko apney bistar ki taraf bulaye aur wo aaney se inkaar kar de to farishtey subah tak us par laanat bhejtey hain.

[Bukhari: 5193]

[[..Next - 52, Soon In Sha Allah..]]

* Ref:* Tohfa E Nikaah (DEENIYAT)
❁✸❁✸❁✸❁
https://bit.ly/IslamicMsgOfficial

ليست هناك تعليقات:

إرسال تعليق

Post Top Ad

Your Ad Spot