𝐈𝐬𝐥𝐚𝐦𝐢𝐜 𝐌𝐬𝐠 𝐎𝐟𝐟𝐢𝐜𝐢𝐚𝐥's Post - Islamic Msg Official

Ads 720 x 90

Responsive Ads Here

Post Top Ad

Your Ad Spot

الخميس، 7 أبريل 2022

𝐈𝐬𝐥𝐚𝐦𝐢𝐜 𝐌𝐬𝐠 𝐎𝐟𝐟𝐢𝐜𝐢𝐚𝐥's Post



*BISMILLAHIRRAHMANIRRAHEEM*

❉ ╤╤╤╤╤╤╤╤ ✿ ╤╤╤╤╤╤╤╤ ❉
•·•·•·•·•·•·•·•·•·•·•·•·•·•·•·•·•·•·•·•·•·•
*RAMZAN KAISE GUZARE*

╭•∽–∽–∽–∽–∽–∽–∽–∽–∽•╮
*PART NO_19*
╰•∽––∽–∽–∽–∽–∽–∽–∽•╮

*·•●✿ Roza Jahannam Se Bachne Ka Zariya Hai*

*RASOOLULLAH ﷺ Ne Farmaya Jo Shakhs ALLAH TA'ALA ki Raza Ke Liye Ek din ka Roza Rakhega to ALLAH TA'ALA Uske Aur Jahannam Ke Darmiyaan Ek Aisi Qandak Bana Dega Jiski Masafat Aasmaan Aur Zameen ke Darmiyaan Ke Barabar Hogi.*

* Tirmizi 1624*

*·•●✿ Surah Baqrah Ki Do Aayatein*

*RASOOLALLAH SALLALLAHU ALAIHI WASALLAM NE FARMAYA Jisne Surah Baqrah ki Do Aayatein Raat Mein Padhli Woh Ise Har Aafat Se Bachne Ke Liye Kaafi Ho Jayegi.*

* Sahi Bukhari 5009*


*Next Part 20 In'Sha ALLAH*

•─━━━━━══════━━━━━─•
→ *ƑOƦWΑƦD TO ALL GROUPS*
━═─────────────────═━

ليست هناك تعليقات:

إرسال تعليق

Post Top Ad

Your Ad Spot