𝐈𝐬𝐥𝐚𝐦𝐢𝐜 𝐌𝐬𝐠 𝐎𝐟𝐟𝐢𝐜𝐢𝐚𝐥's Post - Islamic Msg Official

Ads 720 x 90

Responsive Ads Here

Post Top Ad

Your Ad Spot

الاثنين، 18 أبريل 2022

𝐈𝐬𝐥𝐚𝐦𝐢𝐜 𝐌𝐬𝐠 𝐎𝐟𝐟𝐢𝐜𝐢𝐚𝐥's Post

﷽ *
   
✦ *A I T I K A A F* ✦
┗─────────────
*✷PART-03✷*
✯—————————————✯

*✺ Aitkaaf Ke Fazail -1 ✺*

*★ Hazrat ibne Abbaas Raziyallahu Anhu se rivayat he k, Rasulullah Sallallahu Alaihivasallam ne farmaya:-*
*”_ Jo shakhs Allah ki raza ke liye ek din ka Aitkaaf karta he to Allah ta’ala uske aur Jahannam ke darmiyan teen khandaqo ko aad bana denge,*
*"_Ek khandaq ki musafat asmaan o zameen ki darmiyani musafat se bhi zyada chodi he,*
*Al Muajmul Avsatul Tabrani, 5/279*

*⇨Faayda:- Subhanallah ! Jab ek din ke Aitkaaf ki ye fazilat he to Ramzanul Mubarak ke Aakhri ashre ke Aitkaaf ki kya fazilat hogi?*

*★_ Khush qismat he’n wo log Jo Ramzanul Mubarak ki Mubarak ghadiyo me Aitkaaf karte he’n aur mazkura fazilat ke mustahiq qaraar paate he’n,*

○═┅═┅═┅═┅═┅═┅═┅═┅○
https://bit.ly/IslamicMsgOfficial
┣━━━━━━━━━━━━━━━━━━━━┫
❂❂❂

ليست هناك تعليقات:

إرسال تعليق

Post Top Ad

Your Ad Spot