𝐈𝐬𝐥𝐚𝐦𝐢𝐜 𝐌𝐬𝐠 𝐎𝐟𝐟𝐢𝐜𝐢𝐚𝐥's Post - Islamic Msg Official

Ads 720 x 90

Responsive Ads Here

Post Top Ad

Your Ad Spot

الثلاثاء، 19 أبريل 2022

𝐈𝐬𝐥𝐚𝐦𝐢𝐜 𝐌𝐬𝐠 𝐎𝐟𝐟𝐢𝐜𝐢𝐚𝐥's Post

﷽ *
   
✦ *A I T I K A A F* ✦
┗─────────────
, *✷PART-05✷*
✯—————————————✯
*✺ Aitkaaf Ka Maqsad✺*

*★_ Hazrat Aayesha Raziyallahu Anha farmati he’n k Rasulullah Sallallahu Alaihivasallam Ramzan ke Aakhri ashre me Aitkaaf farmaya karte the aur farmaya karte the k, -” Laylatul Qadr ko Ramzan ki aakhri Raato me talaash kiya Karo, ”*
* Sahih Bukhari, 1/270*

*⇨ Faayda: – Aitkaaf se maqsood Laylatul Qadr ko pana he, Jiski fazilat hazaar mahino se zyada he, Behtar to yahi he k aakhri ashre ki saari Raato me Bedari ka ahatmam karna chahiye, varna kam se kam Taaq Raato me ko to zarur ibaadat me guzaarna chahiye,*

○═┅═┅═┅═┅═┅═┅═┅═┅○
https://bit.ly/IslamicMsgOfficial
┣━━━━━━━━━━━━━━━━━━━━┫
❂❂❂

ليست هناك تعليقات:

إرسال تعليق

Post Top Ad

Your Ad Spot