𝐈𝐬𝐥𝐚𝐦𝐢𝐜 𝐌𝐬𝐠 𝐎𝐟𝐟𝐢𝐜𝐢𝐚𝐥's Post - Islamic Msg Official

Ads 720 x 90

Responsive Ads Here

Post Top Ad

Your Ad Spot

الثلاثاء، 3 مايو 2022

𝐈𝐬𝐥𝐚𝐦𝐢𝐜 𝐌𝐬𝐠 𝐎𝐟𝐟𝐢𝐜𝐢𝐚𝐥's Post




*QURAN AUR HADEES KI RAOSHNI MEIN*


*SIRF 5 MINUTE KA MADARSA*

*Post No 310*

*·•●✿ Nabi ﷺ Ki Naseehat*

*RASOOLULLAH ﷺ Ne Farmaya ALLAH TA'ALA Farmate Hai Ke Aye Ibn e Aadam! Tu Meri Ibadat Ke Liye Farigh Ho Ja, Main Tere Seene Ko Duniya Ki Beraghbati Se Bhar Dunga Aur Tere Fiqr Ke Darwaze Ko Band Kardunga, Warna To Phir Main Tere Hatho Ko Mashghool Kar dunga Aur Tere Fiqr Ke Darwaze Ko Band Nahin Karunga.*

* Tirmizi 2466*

*·•●✿ Santre Ke Fayede*

*RASOOLULLAH ﷺ ne farmaya Tum Log santre ko Istemaal kiya Karo Kyunki Yeh Dil ko Mazboot banata hai.*

* Kanjul Ummal 27253*

*Faydah :- Muhaddiseen Tahreer farmate hai ke Iska Juice Pet ki Gandagi ko door karta hai Aur Matli ko khatam karta hai Aur Bhook badhata hai.*


*Next Part 311 In'Sha ALLAH*

•─━━━━━══════━━━━━─•

→ *ƑOƦWΑƦD TO ALL GROUPS* ━═─────────────────═━

ليست هناك تعليقات:

إرسال تعليق

Post Top Ad

Your Ad Spot