✦✦
▓▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▓
*ﺑِﺴْــــــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ*
▓▁▁▁▁▁▁▁▁▁▁▁▁▁▁▁▁▁▁▓
✿ *HAJJ KE AHKAAM* ✿
▍posт ղo-31 ▍
▔▔▔▔▔
*☞_ Kankriya maarne ka Waqt ✦*
*✯_ Pehle din 10 Zilhijja ko sirf ” Jamrah Uqba ( Bada shaitan) ” ki rami ki jati he, iska waqt subeh sadiq se shuru hota he, magar tulu aftaab se pehle rami karna khilafe sunnat he,*
*⇨masnoon waqt tulu aftaab se zawal tak he, zawal se guroob tak bila karahat aur guroob se agle din subeh sadiq tak karahat ke saath jaaiz he,*
*⇨ agar koi uzr ( Aurte, Bachche, bimar, kamjor) ho to guroob ke baad bhi bila karahat jaaiz he,*
*✯_ 11 vi or 12 vi Zilhijja ki Rami ka waqt zawal ke baad se shuru hota he, guroob aftaab tak bila Karahat aur guroob se subeh sadiq tak karahat ke saath jaa’iz he,*
*⇨ Magar aaj kal hujoom ki vajah se guroob ke pehle Rami na kar sake to guroob ke baad bila karahat jaa’iz he,*
*✯_ 13 vi tareekh ki rami ka masnoon waqt to zawal ke baad he lekin subeh sadiq ke baad zawal se pehle is din ki Rami karna Imam Abu Hanifa r a ke nazdeek karahat ke saath jaa’iz he,*
*✯_ Bimar ya kamjor aadmi ka doosre se rami karana jaa’iz he,*
*_Aapke Masail aur unka Hal,, JILD-4, Safa no 131,**
▓▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▓
https://bit.ly/IslamicMsgOfficial
┣━━━━━━━━━━━━━━━━━━━━┫
✦✦
Post Top Ad
Your Ad Spot
السبت، 28 مايو 2022
𝐈𝐬𝐥𝐚𝐦𝐢𝐜 𝐌𝐬𝐠 𝐎𝐟𝐟𝐢𝐜𝐢𝐚𝐥's Post
Tags
# Islamic Msg Official
Islamic Msg Official
Tags:
Islamic Msg Official
الاشتراك في:
تعليقات الرسالة (Atom)
Post Top Ad
Your Ad Spot

