𝐈𝐬𝐥𝐚𝐦𝐢𝐜 𝐌𝐬𝐠 𝐎𝐟𝐟𝐢𝐜𝐢𝐚𝐥's Post - Islamic Msg Official

Ads 720 x 90

Responsive Ads Here

Post Top Ad

Your Ad Spot

الاثنين، 23 مايو 2022

𝐈𝐬𝐥𝐚𝐦𝐢𝐜 𝐌𝐬𝐠 𝐎𝐟𝐟𝐢𝐜𝐢𝐚𝐥's Post

✦✦
▓▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▓
*ﺑِﺴْــــــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ*
▓▁▁▁▁▁▁▁▁▁▁▁▁▁▁▁▁▁▁▓

✿ *HAJJ KE AHKAAM* ✿

▍posт ղo-22 ▍

▔▔▔▔▔
*☞ _Hajj Ke Faraiz ✦*
*✯ Jis tarah Namaz me Faraiz, wajibaat aur Sunnate he’n isi tarah Hajj me bhi he’n, inko Zahan nasheen kar le’n,*

*⇨ Hajj me Teen Farz he’n,*
*✯ *1- Ahraam: – Dil se Hajj ki niyat karke Talbiya yani ”Labbek Allahumma Labbek” Aakhir tak padhna isko Ahraam kehte he’n,*

*⇨ Bager sile hue kapde Jo Ahraam me pehne jate he’n, mijazan unko bhi Ahraam kaha jata he,*

*✯ 2- Waqoofe Arafaat:– Navi Zilhijja ko zawale Aaftaab ke baad se lekar Dasvi zilhijja ki Subeh sadik ke darmiyan Arafaat me theharna, Chahe zara si der ke liye ho,*

✯ *3- Tawafe Ziyarat: – Ye waqoofe Arafaat ke baad kiya jata he, ( isse pehle Jo Tawaf ho wo farz me shumar nahi hoga)*

*⇰ In teeno Faraiz me se agar koi cheez chhoot jaye to Hajj na hoga aur uski talafi Dam dene se bhi nahi ho sakti he,*

*_ Fiqhul ibadaat , Safa no 357,*
▓▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▓
https://bit.ly/IslamicMsgOfficial
┣━━━━━━━━━━━━━━━━━━━━┫
✦✦

ليست هناك تعليقات:

إرسال تعليق

Post Top Ad

Your Ad Spot