╭ *﷽* ╮
*▓ Q U R B A N I ▓*
*PART— 09*
▦══─────────────══▦
*☞_ Qurbani kin Janwaro’n ki Jaa’iz he-3 ◈*
*★17-Agar janwar kharidne ke baad usme koi aib esa paida ho gaya jiski vajah se uski qurbani durust nahi to agar ye shakhs Sahibe Nisaab he aur qurbani wajib he to uski jagah tandurast janwar kharid kar qurbani kare, aur agar us shakhs ke zimme qurbani wajib nahi to woh usi janwar ki qurbani kare,*
*★18- Janwar pehle to sahi salim tha magar zibaha karte waqt Jo usko litaya to uski vajah se usme kuchh aib paida ho gaya to uska koi harj nahi, uski qurbani durust he,*
*★19- Gabhan ( Haamla) Janwar ki qurbani jaa’iz he, agar pet ka bachcha zinda nikle to usko bhi zibaha kar liya jaye, Murda nikle to uska khana durust nahi, usko fe'nk diya jaye,*
*★20- Qurbani ke janwar ke agar zibaha karne se pehle bachcha paida ho gaya ya zibaha karte waqt uske pet se zinda bachcha nikal aaya to usko bhi zibaha kar diya jaye,*
*_ Aapke masail aur unka Hal, JILD-4,safa 169,* ○═┅═┅═┅═┅═┅═┅═┅═┅○
https://bit.ly/IslamicMsgOfficial
┣━━━━━━━━━━━━━━━━━━━━┫
❂❂❂
Post Top Ad
Your Ad Spot
الأحد، 26 يونيو 2022
𝐈𝐬𝐥𝐚𝐦𝐢𝐜 𝐌𝐬𝐠 𝐎𝐟𝐟𝐢𝐜𝐢𝐚𝐥's Post
Tags
# Islamic Msg Official
Islamic Msg Official
Tags:
Islamic Msg Official
الاشتراك في:
تعليقات الرسالة (Atom)
Post Top Ad
Your Ad Spot