☆
▤━─━─━▓━﷽━▓━─━─━▤
*⊙ TOHFA E KHAWATEEN ⊙*
┗───┯ ✿ *posт ղo☞279*
•═══▦☆☆▦═══•
*_HAJJ -&- UMRAH _*
⊙———⊙———⊙———⊙———⊙
*┱✿ Hajj aur Umrah Ki Fazilat_*
*┱ _ Hajj ki Bahut badi Fazilat hai ,Ek Hadees mai irshad Hai k Jisne Hajj kiya aur usme gandi Baate na ki aur Gunaaho Ka irtkaab na Kiya to wo Apne Gunaaho se ( Paak ho kar ) esa lot ta hai Jesa us Din tha Jabki Apni Maa’n Ke pet se paida hua tha _,”*
* Bukhari v Muslim _,”*
*┱ _ Ek Hadees mai irshad farmaya k Hajj un sab Gunaaho ko khatm Kar deta Hai Jo Hajj se pehle hue _,”*
* Targeeb v Tarheeb _,*
*┱ _ Hajj ki tarah Umrah bhi ek mustaqil ibaadat hai Wo bhi Makka mai hota Hai, Isne Kaaba Shareef Ka tawaaf aur Safa Marva ke darmiyan Sa’i ki jati hai, Umrah Sunnate Mo’aqada hai aur Umrah karne walo Ka bhi bada martaba hai , Hajj ko jate hai’n to Bahut se Umrah karne Ka moqa mil Jata hai ,*
*┱ _Huzoor Akram Sallallahu Alaihivasallam ne farmaya k Hajj aur Umrah karne wale Allah ki Baargaah mai Haazir hone wale log hai’n ,Unka martaba itna bada hai k agar Allah se Dua Kare to qubool farmaye aur agar usse magfirat Talab Kare to wo unko Bakhsh de _,”*
* Targeeb v Tarheeb _,*
*┱ _Hazrat Abu Huraira Raziyallahu Anhu se Rivayat Hai Rasulullah Sallallahu Alaihivasallam ne Dua ki – Ey Allah Hajj karne wale ki Magfirat farma aur Jiske liye wo magfirat ki Dua Kar de’n uski bhi magfirat farma _,”*
* Targeeb v Tarheeb _,”*
•═══▦☆☆▦═══•
*Ref- TOHFA E KHAWATEEN_,* ┏─═┄┅┄┅┄┅┄┅┄┅┄┅┄┅┄┅┄┅┄✪
https://bit.ly/IslamicMsgOfficial
☆
Post Top Ad
Your Ad Spot
الأحد، 5 يونيو 2022
𝐈𝐬𝐥𝐚𝐦𝐢𝐜 𝐌𝐬𝐠 𝐎𝐟𝐟𝐢𝐜𝐢𝐚𝐥's Post
Tags
# Islamic Msg Official
Islamic Msg Official
Tags:
Islamic Msg Official
الاشتراك في:
تعليقات الرسالة (Atom)
Post Top Ad
Your Ad Spot

