𝐈𝐬𝐥𝐚𝐦𝐢𝐜 𝐌𝐬𝐠 𝐎𝐟𝐟𝐢𝐜𝐢𝐚𝐥's Post - Islamic Msg Official

Ads 720 x 90

Responsive Ads Here

Post Top Ad

Your Ad Spot

السبت، 16 يوليو 2022

𝐈𝐬𝐥𝐚𝐦𝐢𝐜 𝐌𝐬𝐠 𝐎𝐟𝐟𝐢𝐜𝐢𝐚𝐥's Post




*QURAN AUR HADEES KI RAOSHNI MEIN*

*SIRF 5 MINUTE KA MADARSA*

*Post No 359*

*·•●✿ Ek Muththi Mitti Se Kafiron Ko Shikast*

*Ghazwa E Hunein Ke Mauke Par Kafiron Ke Teeron Ke Buchar Se Sahaba E Ikraam Mein Ek Qism ki Pareshani Paida Ho Gayi Thi Aur Kuffar Chhthe The Ke RASOOLULLAH Par Hamla Kare ChunanChe RASOOLULLAH ﷺ Apne Khachchar Par Se Utre Aur ALLAH Ta'ala Se Madad Mangi Aur Zameen Se Ek Muththi Mitti Lekar Dushmanon ki Taraf Phenki aur Farmaya Inke Chehre Bure Ho, Chunanche koi Kafir Aisa Na Tha Jiski Aankh Mitti Se Na Bhar Gayi ho Aur Wo Sab Peeth Pher Kar Bhagne Lage.*

* Muslim 4611*


*Next Part 360 In'Sha ALLAH*
•─━━━━━══════━━━━━─•
→ *ƑOƦWΑƦD TO ALL GROUPS*
https://bit.ly/IslamicMsgOfficial ━═─────────────────═━

ليست هناك تعليقات:

إرسال تعليق

Post Top Ad

Your Ad Spot