𝐈𝐬𝐥𝐚𝐦𝐢𝐜 𝐌𝐬𝐠 𝐎𝐟𝐟𝐢𝐜𝐢𝐚𝐥's Post - Islamic Msg Official

Ads 720 x 90

Responsive Ads Here

Post Top Ad

Your Ad Spot

الأربعاء، 20 يوليو 2022

𝐈𝐬𝐥𝐚𝐦𝐢𝐜 𝐌𝐬𝐠 𝐎𝐟𝐟𝐢𝐜𝐢𝐚𝐥's Post




*QURAN AUR HADEES KI ROSHNI MEIN*

*SIRF 5 MINUTE KA MADARSA*

*Post No 362*

*·•●✿ Dimaghi Quwwat*

*ALLAH Ta'aLa ne Insan ko Dimagh Jaisi Azeem Ni'amat ata farmayi hai Aur Usmein Sochne samjhne Aur bahut si Baaton ko Yaad rakhne ki Salahiyat rakhi Hai Jiski wajah se is Chote se Dimagh Mein Deen Aur Duniya se Mutalluq Beshumaar Batein Mehfuz rehti hai Aur Woh Usse Zarurat ke Waqt bahut kaam aati hai. Agar ALLAH Ta'ala Insan ko Dimagh ke under Mehfooz rakhne ki Quwwat se na Nawazta toh kitni Pareshani hoti. Waqai ALLAH Ta'ala ne Apni Qudrat se dimagh Mein sochne samjhne Aur yaad rakhne ki Quwwat paida farma kar Insan par bada Ahsan farmaya hai.*


*Next Part 363 In'Sha ALLAH*
•─━━━━━══════━━━━━─•
→ *ƑOƦWΑƦD TO ALL GROUPS*
https://T.me/IslamicMsgOfficial ━═─────────────────═━

ليست هناك تعليقات:

إرسال تعليق

Post Top Ad

Your Ad Spot