𝐈𝐬𝐥𝐚𝐦𝐢𝐜 𝐌𝐬𝐠 𝐎𝐟𝐟𝐢𝐜𝐢𝐚𝐥's Post - Islamic Msg Official

Ads 720 x 90

Responsive Ads Here

Post Top Ad

Your Ad Spot

الاثنين، 18 يوليو 2022

𝐈𝐬𝐥𝐚𝐦𝐢𝐜 𝐌𝐬𝐠 𝐎𝐟𝐟𝐢𝐜𝐢𝐚𝐥's Post



╓━════◐◐◑════━╖
*بسم الله الرحمن الرحيم*
╙━════◐◐◑════━╜

*Islam Mein Aurat Ka Maqam*
•─━━━━━══════━━━━━─•

*⚄ PART- 49 ⚄*

*·•●✿ Tahajjud Ya 100 Rupiya*

*Shahanshahe Alam Ki Taraf Se Ek Farishta Munadi Karta Hai Ki Koi Hai Sawal Karne Wala Mein Uska Sawal Pura Karun. Mangne Wale Meethi Neend Soye Hue Hote Hain. Hume Agar Koi Keh Den Ke Raat Ke 3 Baje Jagoge To Tumhe Sao Rupiya Milega, Hume Sari Raat Neend Nahi Aayegi. ALLAH Ta'ala Farmata Hai Ke Tahajjud Ke Waqt Me Uthkar Jo Mangte Hain Mein Mangne Wale Ko Ata Kardeta Hoon. Us ALLAH Ke Talluq ALLAH Ki Ma'arifat Akhirat Ki Kamyabi Ka Aaj Wo Muqaam Humare Dil Me Nahi Jo Sao Rupiye Ka Hota Hai, Isliye ALLAH Ta'ala Ne Farmaya Unhone ALLAH Ki Qadar Nahi Ki Jaise Karni Chahiye Thi.*

*Hum To Ma'il Ba Karam Hai Koi Saail Hi Nahi, Raah Dikhaye Kaise Koi Rehbare Manzil Hi Nahi.*

* Islam Mein Aurat Ka Maqam*

* Sheikh Zulfiqar Ahmad Naqshbandi*

*NEXT PART 50 IN'SHA ALLAH*
•─━━━━━══════━━━━━─•
→ *ƑOƦWΑƦD TO ALL GROUPS*
https://bit.ly/IslamicMsgOfficial
━═─────────────────═━

ليست هناك تعليقات:

إرسال تعليق

Post Top Ad

Your Ad Spot