𝐈𝐬𝐥𝐚𝐦𝐢𝐜 𝐌𝐬𝐠 𝐎𝐟𝐟𝐢𝐜𝐢𝐚𝐥's Post - Islamic Msg Official

Ads 720 x 90

Responsive Ads Here

Post Top Ad

Your Ad Spot

الأحد، 17 يوليو 2022

𝐈𝐬𝐥𝐚𝐦𝐢𝐜 𝐌𝐬𝐠 𝐎𝐟𝐟𝐢𝐜𝐢𝐚𝐥's Post




*QURAN AUR HADEES KI RAOSHNI MEIN*


*SIRF 5 MINUTE KA MADARSA*

*Post No 360*

*·•●✿ Jism Mein Dard Ka Ilaj*

*Hazrat Usman Bin Abil Aas RASOOLULLAH ﷺ Ki Khidmat Mein hazir Ho Kar Apne Jism Ke Dard Ko Bataya To RASOOLULLAH ﷺ Ne Farmaya Jahan Dard Hota Hai Wahan Haath Rakh Kar 3 Baar BISMILLAH Aur 7 Martaba Ye Dua Padhe*

*اعُوذُ بِاللَّهِ وَقُدْرَتِهِ مِنْ شَرِّ مَا أَجِدُ وَأُحَاذِرُ*

*Tarjuma: Main ALLAH Aur Uski Khudrat Ki Panah Chahta Hun Us Takleef Se Jo Mujhe Pahunchi hai Aur Jisse Main Darta hun ChunanChe Jab Un Sahabi Ne Jab Ye Kalimaat Kahe To Unka Dard Khatam Ho Gaya, Phir Woh Sahabi Apne Ghar Walon Aur Dusre Zarurat Mandon ko Hamesha in Kalimat ki Talqeen Karte Rehte the.*

* Muslim 5737*


*Next Part 361 In'Sha ALLAH*
•─━━━━━══════━━━━━─•
→ *ƑOƦWΑƦD TO ALL GROUPS*
https://bit.ly/IslamicMsgOfficial ━═─────────────────═━

ليست هناك تعليقات:

إرسال تعليق

Post Top Ad

Your Ad Spot