𝐈𝐬𝐥𝐚𝐦𝐢𝐜 𝐌𝐬𝐠 𝐎𝐟𝐟𝐢𝐜𝐢𝐚𝐥's Post - Islamic Msg Official

Ads 720 x 90

Responsive Ads Here

Post Top Ad

Your Ad Spot

الأحد، 28 أغسطس 2022

𝐈𝐬𝐥𝐚𝐦𝐢𝐜 𝐌𝐬𝐠 𝐎𝐟𝐟𝐢𝐜𝐢𝐚𝐥's Post




*QURAN AUR HADEES KI ROSHNI MEIN*

*SIRF 5 MINUTE KA MADARSA*

*Post No 400*

*·•●✿ Be Namazi Ka Islam Mein Koi Hissa Nahi*

*Rasoolullah ﷺ Ne Farmaya Jo Shakhs Namaz Nahi Padhta Hai Uska Islam Mein Kuch Bhi Hissa Nahi hai Aur Bagair Wazu Ke Namaz Nahi Hoti.*

* Tagib Wa Tahib 771*

*·•●✿ Bagair Hisab Jannat Mein Jane Walen*

*Rasoolullah ﷺ Ne Farmaya Mere Rab Ne Mujhse Wada Farmaya Hai Ke Apki Ummat Ke 70 Hazar Log Bina Hisab Wa Kitab Jannat Mein Dakhil Honge Jin par koi Azab Na Hoga. Har Hazar Ke Saath (Mazid) 70 Hazar Hoge Aur Mere Rab ke Teen Lap Bhar Kar Jannat Mein Dakhil Hoge.*

* Tirmizi 2437*

*Next Part 401 In'Sha ALLAH*
•─━━━━━══════━━━━━─•
→ *ƑOƦWΑƦD TO ALL GROUPS*
https://bit.ly/IslamicMsgOfficial ━═─────────────────═━

ليست هناك تعليقات:

إرسال تعليق

Post Top Ad

Your Ad Spot