Aqaaid Part - 20 - Islamic Msg Official

Ads 720 x 90

Responsive Ads Here

Post Top Ad

Your Ad Spot

الاثنين، 31 أكتوبر 2022

Aqaaid Part - 20

✯✰✮

       ✮〰❅❅〰〰〰〰❅❅〰✮
       *Bismillahirrahmanirrahim*
       ✮〰❅❅〰〰〰〰❅❅〰✮

                *✧ Aqaaid ✧*

               *❆  Part - 20 ❆*
❅〰❅❅〰〰〰〰〰〰❅❅〰❅

              *✾  Taqdeer  ✾*

❧ Saare aalam mein jo kuchh huwa, hota hai aur aainda hoga, tamaam cheezon ke baare mein Allah Ta'ala ko pehle se ilm hai. Allah Ta'ala ke isi ilm ko "Taqdeer" kehte hain.

📓[Sharahul Aqeedatit Tahawiyya Libne Abil Iz: 1/272]

*❧ Taqdeer ke baare mein chand zaroori Aqaaid:*

*(1)* Duniya mein jo kuchh bhi huwa ya hota hai ya hoga, un sab cheezon ko Allah Ta’ala ne duniya banaane se pehle hi Lauh-e-Mahfooz mein likh diya tha.

📓[Sahih Muslim: 6919]

*(2)* Jin cheezon ka hona muqaddar hai unhein koi rok nahin sakta.

📓[Abu Daawood: 4700]

*(3)* Achche bure haalaat sab Allah Ta'ala hi ki taraf se hain.

📓[Sura-e-Nisa: 78]

*(4)* Agar achche haalaat pesh aayein to fakhr wa guroor na kare balke Allah Ta'ala ka shukr ada karein. Agar bure haalaat pesh aayein to use apne bure aamaal ka nateeja samajh kar tauba wa istigfaar kare aur yeh soche ke is mein Khuda ki koi hikmat wa maslehat hogi.

📓[Sahih Muslim: 7692; Shoabul Imaan: 1/201]

*[[..Next - 21, Soon In sha Allah..]]*

*✍🏻 Ref: Deeniyat Course book*
https://bit.ly/IslamicMsgOfficial
❅〰❅❅〰〰〰〰〰〰❅❅〰❅

ليست هناك تعليقات:

إرسال تعليق

Post Top Ad

Your Ad Spot