🌷🌷
*QURAN AUR HADEES KI ROSHNI MEIN*
*SIRF 5 MINUTE KA MADARSA*
*Post No 461*
*·•● Bad Naseeb Ki Pehchan*
RASOOLULLAH (ﷺ) Ne farmaya Chaar Cheezein Bad Naseebi ki pehchan hai:
(1) Ankhon ka Khushk Hona, ke ALLAH ke khauf se kisi waqt bhi Ansoon na Tapke.
(2) Dil ka Sakht hona, ke Aakhirat ke Liye ya kisi dusre ke Liye kisi Waqt bhi Narm na pade.
(3) Ummidon ka Lamba hona.
(4) Duniya ki hiris (Laalach).
📓 Targhib wa Tarheeb: 4741
*·•● Ghalat Hadees Bayan Karne Ki Saza*
RASOOLULLAH (ﷺ) ne farmaya Meri Hadees ko Bayan karne Mein Ehtiyat karo Aur Wahi bayan karo Jiska Tumhe Yaqeeni ilm ho. Jo Shakhs Jaan Bujh kar Meri Taraf se koi Galat baat bayan kare Woh Apna thikana Jahannam mein bana le.
📓 Tirmizi 2951
*Next Part 462 In'Sha ALLAH*
•─━━━━━══════━━━━━─•
→ *ƑOƦWΑƦD TO ALL GROUPS*
https://T.me/IslamicMsgOfficial ━═───────────────═━
🖊️🖊️🖊️
Post Top Ad
Your Ad Spot
Thursday, October 27, 2022
SIRF 5 MINUTE KA MADARSA Post No 461
Tags
# SIRF 5 MINUTE KA MADARSA
SIRF 5 MINUTE KA MADARSA
Tags:
SIRF 5 MINUTE KA MADARSA
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
Post Top Ad
Your Ad Spot