Aqaaid Part - 21 - Islamic Msg Official

Ads 720 x 90

Responsive Ads Here

Post Top Ad

Your Ad Spot

Tuesday, November 1, 2022

Aqaaid Part - 21

✯✰✮

       ✮〰❅❅〰〰〰〰❅❅〰✮
       *Bismillahirrahmanirrahim*
       ✮〰❅❅〰〰〰〰❅❅〰✮

                *✧ Aqaaid ✧*

               *❆  Part - 21 ❆*
❅〰❅❅〰〰〰〰〰〰❅❅〰❅

               *✾  Taqdeer  ✾*

*❧ Taqdeer ke baare mein chand zaroori Aqaaid:*

*(5)* Agar kisi ko koi museebat pesh aaye to yeh hargiz na kahe ke agar main aise karta to aisa hota balke ye kahe ke mere muqaddar mein yahi tha.

📓 [Sahih Muslim: 6945]

*(6)* Taqdeer par bharosa kar ke hargiz na baithhna chaahiye yaani yeh hargiz na soche ke Allah Ta'ala ne har cheez pehle se likh rakhi hai, lihaaza ab amal kar ke kuchh faaida nahin balke zaroori tadbeerein ikhtiyaar karna chaahiye, is liye ke nek logon ke liye neki ke raaste khol diye jaate hain aur un raaston par chalna un ke liye aasaan hota hai aur badbakht logon ke liye buraai ke raaste khol diye jaate hain aur un raaston par chalna un ke liye aasaan hota hai.

📓 [Sahih Bukhaari: 4949]

*(7)* Pehli ummatein taqdeer ke baare mein bahes wa hujjat karne ke wajah se halaak hui hain, is liye hamein yeh ta'aleem di gai hai ke ham taqdeer ke baare mein bahes wa hujjat na karein.

📓 [Tirmizi: 2133]

*[[..Next - 22, Soon In sha Allah..]]*

*✍🏻 Ref: Deeniyat Course book*
https://bit.ly/IslamicMsgOfficial
❅〰❅❅〰〰〰〰〰〰❅❅〰❅

No comments:

Post a Comment

Post Top Ad

Your Ad Spot