AHKAAM UN NIKAAH Post No (01) - Islamic Msg Official

Ads 720 x 90

Responsive Ads Here

Post Top Ad

Your Ad Spot

Monday, December 26, 2022

AHKAAM UN NIKAAH Post No (01)

💫💫💫

   *BISMILLAHIRRAHMANIRRAHEEM*

        *💧AHKAAM UN NIKAAH💧*
   ➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖
                  *Post No (01)*
   ➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖

*✿●•· Miyan Biwi Ka Ek Dusre Ko Khoon Dena*

✦ Agar Shohar ya Biwi ko khoon Chadhane ki Zarurat Ho Aur Donon Ka (blood group) Bhi Ek jaisa Ho, ke Ek dusre ko chadhaya ja sakta hai. To Biwi Ka khoon Shohar ko ya Shohar ka khoon Biwi ko chadhane Se Rishta Jawziyat Mein Koi farq nahin Padta. Nikah Badastur Qayam rahta Hai. Kyunki Shariyat Islam Ne Mahrimiyat ko Nasab, Musahrat Aur Raja'at ke sath khas kiya hai Aur in Teeno mein se koi bhi yahan nahi paya jata.

*📚 Fatawa Mahmoodiya 18/331*

*NEXT PART (02) IN'SHA ALLAH* •─━━━━━══════━━━━━─•
  → *ƑOƦWΑƦD TO ALL GROUPS*
http://bit.ly/IslamicMsgOfficial ━═───────────────═━
🫧🫧🫧

No comments:

Post a Comment

Post Top Ad

Your Ad Spot