AHKAAM UN NIKAAH Post No (04) - Islamic Msg Official

Ads 720 x 90

Responsive Ads Here

Post Top Ad

Your Ad Spot

Thursday, December 29, 2022

AHKAAM UN NIKAAH Post No (04)

💫💫💫

     *BISMILLAHIRRAHMANIRRAHEEM*

          *💧AHKAAM UN NIKAAH💧*
     ➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖
                     *Post No (04)*
     ➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖

*✿●•· Tabligi Ijtimaat Mein Nikah Karna*

✦ Nikah ke baare Me Shariyat Mutahharah ka Hukm Ye hai ke Usme fuzul kharchi se bacha Jaaye Aur Nikah ki Khoob Shorat ho. Rasoolullah ﷺ farmate hain ke Sab se ba Barkat Nikah wo hai Jis me Monat kam ho.

✦ Aaj kal Tabligi Ijtima'at me jo Nikaho ka In'iqaad kiya jata hai, Ye na Sirf Jaiz balke Mustahsan hai. Kyun ke Isse Muashra Fizul Kharchi se Mehfooz Rehta hai Aur Nikah ki khoob Shorat hoti hai.

*📚 Durre Mukhtaar Ma'a Raddul Muhtaar 4/57*

*NEXT PART (05) IN'SHA ALLAH* •─━━━━━══════━━━━━─•
  → *ƑOƦWΑƦD TO ALL GROUPS*
http://bit.ly/IslamicMsgOfficial ━═───────────────═━
🫧🫧🫧

No comments:

Post a Comment

Post Top Ad

Your Ad Spot